Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Fasale Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Fasale Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutfascism poem in malayalam like love, quotes for fashion and style, life cycle of fasciola hepatica, quotes on glamour and fashion, fasane urdu to hindi,

  • 14 Followers
  • 19 Stories

Kumar Vimal

vineetapanchal

#Fasale #Dooriyan #pyaar शायरी हिंदी में शायरी हिंदी शेरो शायरी

read more

Rabindra Kumar Ram

" Kuchh darmayaan hai duriyaan , Chal is fasale ko fanah kia jaye , Kuchh duriyaan tum tay kuchh fasale mai tay karta hu , Chal kuchh is fasale ke bezariyon ka darmodar kar liya jaye . " --- Rabindra Ram #Darmayaan #Fanah #duriyaan #Fasale #Bezariyon #Darmodar

read more
" Kuchh darmayaan hai duriyaan , 
Chal is fasale ko fanah kia jaye ,
 Kuchh duriyaan tum tay kuchh fasale mai tay karta hu , 
Chal kuchh is fasale ke bezariyon ka darmodar kar liya jaye . " 

                                     --- Rabindra Ram   " Kuchh darmayaan hai duriyaan , 
Chal is fasale ko fanah kia jaye ,
 Kuchh duriyaan tum tay kuchh fasale mai tay karta hu , 
Chal kuchh is fasale ke bezariyon ka darmodar kar liya jaye . " 

                                     --- Rabindra Ram  

#Darmayaan #fanah #Duriyaan #fasale #Bezariyon #Darmodar

Kumar Vimal

Meharbaan ki meharbaani ko taras rahe
Apne hi dushman hum ban rahe
Nazdikiyon ka daman khinche
Phir bhi hasale hi badh rahe

©Kumar Vimal #meharbaan #Meharbani #Taras #Dushman #Nazdikiyon #daman #Fasale #badh #kumarvimal 

#Moon

Kumar Vimal

Muddaton baad dekha hai khudko
Shiddaton se nihara hai khudko
Tha kya aisa mukhtalif mujhe me
Ki fasale hi hote ja rahe har rishtey mujhse

©Kumar Vimal #Muddaton #Shiddat #Nihara #Khudko  #Mukhtalif #Fasale #Rishtey #Mujhse #kumarvimal 

#apart

Kumar Vimal

Ajeeb si kashmksh se guzar rahe hai
Fasale mitane se zyada duriyon me ghal rahe hai
Udaasiyon me rangat panap rahe hai
Maatham ki mehfil saja rahe hai
Kisi ki muskurahat ko mita rahe hai
Zakhm me malham k bahane zeher ghol rahe hai

©Kumar Vimal #kashmkash #Guzar #Fasale #ghal #udaasi #panap #Matham #ZEHAR #kumarvimal 

#Wall

Kumar Vimal

Kitana waqt zaya kiya kitna aur ab karenge
Nazdikiyon k chakkar me milo k fasale ho gaye
Killat yeh hai ki sab jaankar bhi anjaan rahe
Kya aisa aeb tha ki khud ko hi samajha na sake

©Kumar Vimal #Waqt #Zaya #Nazdikiyon #milo #Fasale #Killat #Aeb #anjaan #kumarvimal 

#findyourself

FURKAN KHARODIYA

#Fasale Fatima Ali Mahak khan shivam Rai Suresh Kumar Kushwaha Satya Rai NIKHAT KHAN

read more
aakhir kyaa baat ho gai, zara hame bhi batado

aaj kal hamse bede, fasale rakhne lage ho.... Furqan

©Furkan Kharodiya #Fasale  Fatima Ali Mahak khan shivam Rai Suresh Kumar Kushwaha Satya Rai  NIKHAT KHAN

Kumar Vimal

Kuch duriyan mita dete hain
Kuch duriyan bhula dete hain
Kuch duriyan majburiyan hain
Kuch duriyan sukhon hain
Duriyon ke fasale napane se pahle
Un duriyon se kya seekh mili samjho
Asan nahi hota yuh dur ho jana
Par duriyan zaroori hai apna mukammal hai agar pana

©Kumar Vimal #duriyan #majburiyan #Fasale #Sukhoon #seekh #mukammal #kumarvimal 

#longdistancerelationship

Kumar Vimal

Dur hokar bhi dur nahi hai
Paas hokar bhi milo ke fasale hain
Yeh khel hai kaisa bhujh na sake hain
Woh mehmaan hai ya yaar... Yeh jaan nahi sake hain....

©Kumar Vimal #dur #Paas #Fasale #milo #khel #mehmaan #yaar #kumarvimal

#standAlone
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile