Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Shola Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Shola Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutsholat in english, sholayar dam in which river, wo ladki yaad aati hai ghazal download chhote majid shola, chhote majid shola wo ladki yaad aati hai mp3 download, wo ladki yaad aati hai chhote majid shola mp3 download,

  • 15 Followers
  • 13 Stories

Sanskar Singh Kunwar

आग को ही पता होता है,
सिर्फ की आग से नही खेलना चाहिए,
वरना वो आग कब शोला बन जाये पता भी नही चलता। #munasif_e_mirza #shola #fire #emotions

m

#Shola

read more
sho.ala-e-ishq bujhānā bhī nahīñ chāhtā hai, 
vo magar ķhud ko jalānā bhī nahīñ chāhtā hai 
















us ko manzūr nahīñ hai merī gumrāhī bhĩ, 
aur mujhe raah pe laanā bhī nahīñ chāhtā hai -

 Irfan Siddiqi

©Muhammad Gulrez #Shola

Sarvesh kumar kashyap

वो दूर खड़े 
मेरे जलते आशियाना को देखते रहे,
न जाने किस दिशा से,
एक हवा का झोंका,
घर उनके,
 धधकता शोला डाल आया..

©Sarvesh Kumar kashyap #Dhadhkta#ghar#mywords #shola#ashiyana#shayri
#AWritersStory #sarveshpilibhiti

Author Shivam kumar Mishra (Shivanjal)

maine lafj ko aag banaya
Kalam se dhakta shola jagaya
Likh likhkar sunayi apni kahaani
Kabhi mithi kabhi kadwi meri vaani
Mai likhta ja raha hu sunata ja raha hu
Sabdo ko goon goona raha hu.
Mere sabd shola hai aag ka gola hai
. #hindi #nojotohindi #life #writing #pen

Nishh.

Chingaari jal kar thodi si der me
Shola to ban jaati hai Par 
kitni bhi jale Chingaari kabhi sitaara nahi banti.
Wo galatfahmi me he ki kinara mil gaya,
Tuti hui kashti kabhi sahara nahi banti.
Chot sahni hi padti he kuchh khas ban ne ke liye
Warna sagar me mili har cheej heera nahi banti.

चिंगारी जल कर थोड़ी सी देर में,
शोला तो बन जाती है।
पर कितनी भी जले चिंगारी कभी सितारा नहीं बनती।
वो गलतफहमी में हैं कि किनारा मिल गया,
टूटी हुई कश्ती कभी सहारा नहीं बनती।
चोट तो सहनी ही पड़ती है,
कुछ खास बनने के लिए,
वरना जमीं की खान में मिली हर चीज हीरा नहीं बनती। #Nojoto#Life#chingaari#Shola#Zameen#Heera

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile