Find the Best Farhanwords Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about
Farhan Khush
White Sulagtey Maazi Ke Sholey Mere Seene Ki Bhatti Mein Jalati Hai Haqeeqat Bhi Na Karti Raakh Par Mujhko Smolding Cinders Of Past In The Furnace Of My Chest Reality Burns Me Daily But Dont Turn's Me Into Ash Waraqh Meri Veerasat Hai Yeh Kal Denge Gawahi Bhi Meri Tehreer Chikhegi Kahegi Daastan Meri My Written Pages Are My Inheritance They Are My Witness And Testify Tomorrow My Litreture Will Scream And Will Tell My Story... 25'3'23 ©Farhan Khush #Farhanwords #Quote #poem #shayari #Writing #Nojoto
#Farhanwords #Quote #poem shayari #writing
read moreFarhan Khush
White Night At 2 And The Dawn At 5 Breathing Low But The Sigh's Are High Sleepless Nights And A Restless Mind Search Some Peace But It's Hard to find Conflict In And Numb Outside Not Ok But It Still Alright Day By Day Just Want End This Life Dying Inside But I'm still alive ©Farhan Khush #Farhanwords #poem #qoutes #Writing #nojota poetry in english
#Farhanwords #poem #qoutes #writing #nojota poetry in english
read moreFarhan Khush
White Zehen Par Hai Mere Bhari Haan Maazi Ki Woh Duswari Aqal Ki Qulb Se Jaari Behas Bunyaad Bin Saari In Chasm-E-deed Mein Lamhe Un Mein Yaadey Kare Sawari Na Koi Samt-O-Raah Hai Tey Na Kuch Maksad Na Taiyaari Musifar Banke Duniya Mein Hai Zist-E-Safr Ik Jaari Hai Roz O Shab Yeh Kaif-E-Khush Musalsal Bas Hai Banjaari ©Farhan Khush #Farhanwords #qoutes #Nojoto #writing
Farhan Khush
White In The Cage Of Life We Are Prisoner Of Freedom ©Farhan Khush #Farhanwords #qoute #philosophy #Nojoto #writing quotes
#Farhanwords #qoute #philosophy #writing quotes
read moreFarhan Khush
White Woh Jo Kisi Aur Ke Hawaley Khudko Kar Chuka Hai Mere Ashqo Ki Shiddatein Bohot Pasand Hai Usey ©Farhan Khush #Farhanwords #qoute #writing #Nojoto
Farhan Khush
White Har Kisi Ka Sach Uski Haqeeqat Se Juda Hota Hai Aur Har Kisi Ki Haqeeqat Uski Khwahishon Se Alag ©Farhan Khush #Farhanwords #qoute #writing #Nojoto
Farhan Khush
White Kal Milne Wale Zakhm Ki Tayaari Kar Aaj Ke Mile Zakham Pe Shokh Khatm Hua ~Farhan Khush 7'3'23 ©Farhan Khush #Farhanwords #qoute #Nojoto #writings
Farhan Khush
White Tu Mudke Jo Dekhey Mujhe Aaram Aata Hai Jeene Ka Phir Se Dil Ko Armaan Aata Hai Jese Radha Ko Manane Dheere Se Shyaam Aata Hai Aur Sita Ki Khatir Banwas Karke Ram Aata Hai ©Farhan Khush #Farhanwords #qoutes #Nojota #writngs
#Farhanwords #qoutes #nojota #writngs
read moreFarhan Khush
White Ab Jab Bhi Baatey Aur Waadon Ka Irada Karta Hu Toh Ab Mein Logo Se Kam Aur Khudse Jyaada Karta Hu ~ Farhan Khush ©Farhan Khush #Farhanwords #qoutes #nojota #writing
#Farhanwords #qoutes #nojota #writing
read moreFarhan Khush
White Mein Ahl E Jaha.n Se Darta Hu Meri Sehat Ko Raas Aate Nahi Mein Risto Se Parhez Karta Hu Meri Sehat Ko Raas Aate Nahi ~ Farhan Khush 15/07/2023 ©Farhan Khush Ahl E Jahan : People of the world #Farhanwords #qoute #literature #writing #nojota #Artist quotes
Ahl E Jahan : People of the world #Farhanwords #qoute #literature #writing #nojota #Artist quotes
read more