Find the Best bezubaan_l_a_f_z Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about bezubaan sa yeh jahan hai, bezubaan phir se, bezubaan kab se lyrics, bezubaan kab se, akhiyon ka hai ye pani bezubaan song,
Manish Singh
Pighalte mom ko faulaad kar degi, Jo jazbaat qaid hai tujhme, unhe aazad kar degi, Ye mashwara hai ki durr rah mujhse, Meri mohabbat tujhe barbaad kar degi. #bezubaan_l_a_f_z #singh_a_demented_writer
Manish Singh
#bezubaan_l_a_f_z #singh_a_demented_writer
Manish Singh
#bezubaan_l_a_f_z #singh_a_demented_writer
Manish Singh
#bezubaan_l_a_f_z #singh_a_demented_writer
Manish Singh
Jo tune sunaya tha kissa purana, wo bachpan ki baate wo guzra zamana, agar jo ho fursat to itna batana, tha sach ya farebi tha wo bhi fasana wo raato ko jagna wo khamosh takna, mere kaandhe pe tera maatha yu rakhna mere hath me hath ko daal kar fir bina kuch bataye zara sa khisakna agar jo ho fursat to itna batana tha sach ya farebi tha yu paas aana. kyu aankhe mai mundu to tu saamne hai? kyu ab bhi tu hai mere khwaabo pe chhai? hai mumkin nahi tujhko ab bhul pana, mere jism me teri khushboo samai. agar jo ho fursat to itna batana, tha sach ya farebi tha mujhme samana. #bezubaan_l_a_f_z #singh_a_demented_writer