Find the Best Ussi Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutussr stand for, https://nojoto.com/amp/post/66dc18dcaf806689183afb0ff3844209/uss-shaks-se-kbhi-jhoot-mat-bolna-jisko-tumhare-jh, uss chand ki taraf shayri 0, ussi meaning in english, uss chand sittaro shayri 0,
Kumar Vimal
White kya ajeeb yeh dastaan hai ki tute sitare se hum apne liye acha mangte hai yani jo hume chhod gaya hai hum ussi ka saath chah rahe hai ©Kumar Vimal #Ajeeb #dastaan #Tute #Sitare #Acha #Chhod #ussi #saath #Chah #kumarvimal
Author Shivam kumar Mishra (Shivanjal)
Log nashe mai doobe hai. Mere liye likhna hi nasha hai. Jaise ek alag dunia basa hai. Meri jindagi hai Wo. Ussi se dil lagi. Ussi se har khusi. Nasha ki jarurat mujhe bhi hai. Par mai har wakt nashe mai rehta hu. Moh maya mai nhi fasa hu. Nasha apko bana bhi sakta hai Aur bigaad bhi fark bas itna hai. Nasha kiss cheej ka hai. Dunia nasha hai Nasha dunia hai. #nojotohindi #nojotoenglish #RDV19
#nojotohindi #nojotoenglish #RDV19
read moreDeep lonley wiidout uh
#OpenPoetry Dil se huyi ik galti ne inn aankho ko rula diya roz sote waqt bas ussi ke sapne dekhe aaj ussi ne hamesha ke liye sula diya #Jaani #Jaani Lafzo_ki_karigari
#jaani Lafzo_ki_karigari
read more( dil e zisha )
mene jisko dil ye baksa tha ussi ne rusvaiya baksi. muhabbat ne jisko sada di thi ussi ne khamosiya baksi.. milta he kisko kiya hamko he meyassar kiya... kisi ko mahefil dedi kisi ko tanhaiya baksi. (dil e Zisha) ye sab he raja uski
ye sab he raja uski
read moreAj stories
Duniya ek bandish me hai,,,? Dharam ki bandish me, Mazahab ki bandish me, Vathan ki bandesh me, khuda kye ghar me bhagwan kye ghar me koi bandish nahin hoti sir kar bhala hotha hai,, ussi ko insan khethye hai ussi kye pass he insaniyath hoti hai,, #NojotoQuote dilse
dilse
read moreKalpana Agarwal
Woh school ka pehla din (Read in Caption 👇) Woh school ka pehla din mujhe aaj bhi yaad hai, Maa ne mere shirt ki pocket par ek handkerchief pin ki thi Mera pink school bag aur woh gale mein water bottle meri Maine kaha tha Maa se mujhe nahi jana, magar maa ne meri ek na suni aur waha mujhe hazaaron anjane logon k saath chod aayi akele Teacher ne mujhse mera naam poocha aur mujhe yaad hai mai roo padi thi... Maa ka haath chuth te hi mera rona... Log khte hai bcche nahi samajhte kuch, magar bacche mehsoos bohot acche se kar sakte hai
Woh school ka pehla din mujhe aaj bhi yaad hai, Maa ne mere shirt ki pocket par ek handkerchief pin ki thi Mera pink school bag aur woh gale mein water bottle meri Maine kaha tha Maa se mujhe nahi jana, magar maa ne meri ek na suni aur waha mujhe hazaaron anjane logon k saath chod aayi akele Teacher ne mujhse mera naam poocha aur mujhe yaad hai mai roo padi thi... Maa ka haath chuth te hi mera rona... Log khte hai bcche nahi samajhte kuch, magar bacche mehsoos bohot acche se kar sakte hai
read moreMishty Jha
mazhab ke naam pr desh ko baatne walo... jis desh mai hm diwali mnate h ussi desh mai eid bhi ussi masti aur dhoom dhaam se mnate h...❤❤ #NojotoQuote #hindustaan
Bijaylaxmi patra
Ek shaam jab tere aankho me mein khudse meelu... Duniya bheed me ho Aur mein ussi lamhe ko jee lu... Dar naam ka koi waqt naa mile shikayat naam ki koi baat naa chale Bas har dafa hi pyar ho Kafa hue mere ishq ko mujhse ussi dafa...pehle jese wafa Ho... #NojotoQuote wafa
wafa
read moreBanarasiya
"Na koi arzoo hai teri na justzu hai mujhe, Bas teri yad akar tujhe pane ki jo Talab laga jati hai... Ussi se pareshan hu. " "Na nindon se ruswa hu na khabon se khafa hu, Bas Ankhon me akar tu jo nindein chura le jati hai... Ussi se pareshan hu." "Na prem ke geeton se koi dikkat hai na sangeet se duri hai, Bas shabdon ke sahare akar tu jo mohabbat jaga jati hai... Ussi se pareshan hu." "Na pani garm hai na sabun pasandida hai , Bas khayalon me dubokar tu jo mujhe ghanto nahla jati hai... Ussi se pareshan hu." #mohabbat #talab #arzoo #justzu #duri #yaad #ruswa #prem
About Nojoto | Team Nojoto | Contact Us
Creator Monetization | Creator Academy | Get Famous & Awards | Leaderboard
Terms & Conditions | Privacy Policy | Purchase & Payment Policy Guidelines | DMCA Policy | Directory | Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited