Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best panku_bisht Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best panku_bisht Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about panku production, panku, tvf bisht please, bisht please tvf, bisht please,

  • 2 Followers
  • 4 Stories

Pankaj Bisht

एक दिन ऐसा होगा कि Jaale se pad gaye hain ,
K ek muddat se is dill ka malik aya nahi . #panku_bisht
#zindge

Pankaj Bisht

"sannata" Kachre wala kachre wala (awaz lagata hua mohalle ka kachra le jane wala).. Chintu jaldi kachra leke jao maa ne tej awaz me apne bete chintu se bola jo abhi apne latto ko ghumane me vyast tha is awaj se uska bhi dhyan toota Jaldi se bhaga ek hath me kudedan ko uthaya or chal diya gate ki or Piche se maa ne toka are is mahene k kachre k paise bhi le ja k dede unko Chintu ne dusre khali hath se paise liye or jake kachra or paise dono de kar agaya. Wapsi k baad ab chintu lattu se nahi #panku_bisht

read more
"sannata"

Kachre wala kachre wala (awaz lagata hua mohalle ka kachra le jane wala)..
Chintu jaldi kachra leke jao maa ne tej awaz me apne bete chintu se bola jo abhi apne latto ko ghumane me vyast tha is awaj se uska bhi dhyan toota 
Jaldi se bhaga ek hath me kudedan ko uthaya or chal diya gate ki or 
Piche se maa ne toka are is mahene k kachre k paise bhi le ja k dede unko 
Chintu ne dusre khali hath se paise liye or jake kachra or paise dono de kar agaya.
Wapsi k baad ab chintu lattu se nahi khel raha tha bas usi jagah par beth k kuch soch raha tha pitaji apna purana Philips ke redio pe sadbahar geet sun rahe the maa chawal fatak (safai) kar rahi thi.
Maa humne kachre wale ko paise kyu diye jab ki usko humne bacha hua khana kal ki bread or bhi kal bacha hua sab diya chintu ne bina maa ki taraf dekhe halke halke apne rukne wale andaaz me maa se pucha
Maa- are paise nahi denge usko to wo humara kachra kyu leke jayega bhala 
To kya didi bhi kachra hai jo unke sasural walo ko shadi k time pe bhi or ab bhi aap paise de rahe ho chintu ne apni dhun me khoye huye he maa k jawab pe ye sawal daag diya 
Or ab ghar me sirf sannata tha ek awaz thi to pitaji k redio pe bajte gane ki  "zindge ka safar hai ye kaisa safar" "sannata"

Kachre wala kachre wala (awaz lagata hua mohalle ka kachra le jane wala)..
Chintu jaldi kachra leke jao maa ne tej awaz me apne bete chintu se bola jo abhi apne latto ko ghumane me vyast tha is awaj se uska bhi dhyan toota 
Jaldi se bhaga ek hath me kudedan ko uthaya or chal diya gate ki or 
Piche se maa ne toka are is mahene k kachre k paise bhi le ja k dede unko 
Chintu ne dusre khali hath se paise liye or jake kachra or paise dono de kar agaya.
Wapsi k baad ab chintu lattu se nahi

Pankaj Bisht

Na tu samjhi hai 
Na tere samjh me ayega
Yaad karegi us din 
Jab ye saksh
Dur bohat dur chala jayega ....
Royegi pachtayegi
Bheed me khud ko 
Tanha payegi 
Bhul jayegi hansna 
Teri hansi bhi tujh se
Chin jayegi
Mere har ek yaad 
Teri ankho k samne 
fir laut k ayegi ...
Me or meri baate 
Na tu samjhi hai
na teri samjh me ayegi... #panku_bisht

Pankaj Bisht

 #panku_bisht
#jindge_love


About Nojoto   |   Team Nojoto   |   Contact Us
Creator Monetization   |   Creator Academy   |  Get Famous & Awards   |   Leaderboard
Terms & Conditions  |  Privacy Policy   |  Purchase & Payment Policy   |  Guidelines   |  DMCA Policy   |  Directory   |  Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile