Find the Best Jaanishayar Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutlove u jaan, the humma song from ok jaanu, cast of kisi ka bhai kisi ki jaan, jaani dushman south movie in hindi download hd, jaani tera naa by sunanda sharma,
Deep lonley wiidout uh
Waqt ki barbaadiya'n hi hai JAANI shayad ab Jiske liye likhta hu woh ab mujhey padhta nahi #Jaani #Jaani #Tarjani #Waqt #Jaanitarjani #Jaanishayar #Jaanisays #Jaanipoetry #Jaaniwrites #Feelthewords
Deep lonley wiidout uh
Yeh jo dil ke dard likhta hu Bas dil se padh liya karo JAANI khudaa jaane meri konsi shayari aakhri ho..!! #Jaani #Jaani #Tarjani #Zaalimshayar #Jaanitarjani #feelthewords #Jaanishayar #Jaanisays #Jaaniwrites #Jaanishayari #Jaanipoetry #Nojotoshayari #Nojotourdu
Deep lonley wiidout uh
Woh meri likhi kitaabe, shayariya'n Mujhe hi de kar kehne lage JAANI isey padha karo mohabbat karna seekh jaaoge #Jaani #Jaani #Tarjani #Jaanishayar #Feelthewords #Jaanisays #Jaaniwrites #Zaalimshayar #Jaanitarjani
Deep lonley wiidout uh
Faiz-yaab hai JAANI, jo DAYAAR-E-GHALIB Woh kahe sukhan-var, zamaana jhootlaaye kya #Jaani Yahaa'n jaani keh rahe hai main uss dayaar se faiz-yaab hu jo ghalib ka mazaar kehlaata hai jab ghalib ki rooh ne mujhe shayar keh diya to phir ye zamaana mujhe jhootlaayega kya #Jaani #Ghalibsaab #Jaanishayar #Jaanisays #Jaaniwrites #Jaanitarjani #Feelthewords #Zaalimshayar
Yahaa'n jaani keh rahe hai main uss dayaar se faiz-yaab hu jo ghalib ka mazaar kehlaata hai jab ghalib ki rooh ne mujhe shayar keh diya to phir ye zamaana mujhe jhootlaayega kya #jaani #Ghalibsaab #Jaanishayar #Jaanisays #Jaaniwrites #Jaanitarjani #feelthewords #Zaalimshayar
read moreDeep lonley wiidout uh
Trust me Wahaa'n chehre se parda uth raha tha Yahaa'n meri jaan jaa rahi thi Bikhra kar zulf-e-hasee'n Sajaa kar raushan jabee Yaa khudaa wo kaise Qayaamat dhaa rahi thi Wahaa'n chehre se parda uth raha tha Yahaa'n meri jaan jaa rahi thi JAANI bayaa'n karein kaise Deedar-e-yaar ka manzar Nazro se nazre mila kar Haaye woh kis tarah muskura rahi thi Wahaa'n chehre se parda uth raha tha Yahaa'n meri jaan jaa rahi thi #Jaani #Jaani #Tarjani #Jaanishayar #Sad #Dard #Nojotoshayari #Nojotoquotes #Nojotohindi #Nojotourdu #Nojotoenglish #Nojoto #Janisays #Nojotostories #Nojotopoem
#jaani #Tarjani #Jaanishayar #SAD #Dard shayari #nojotoquotes #nojotohindi #nojotourdu #nojotoenglish Nojoto #Janisays #Nojotostories #nojotopoem
read moreDeep lonley wiidout uh
Zindagi ki thokaro'n ko sehne ke liye karte hai JAANI nasha hosh me rehne ke liye karte hai #Jaani #Jaani #Tarjani #Ishq #Wafa #Dard #Nojotoquotes #Nojotoshayari #Nojotopoetry #Nojotoenglish #Nojotohindi #Nojotourdu #Nojotoapp #Jaanishayar #Jaanitarjani
English | हिंदी | ਪੰਜਾਬੀ | मराठी | తెలుగు | বাংলা | ગુજરાતી | ಕನ್ನಡ | தமிழ் | മലയാളം | اردو | ଓଡ଼ିଆ |
About Nojoto | Team Nojoto | Contact Us
Creator Monetization | Creator Academy | Get Famous & Awards | Leaderboard
Terms & Conditions | Privacy Policy | Purchase & Payment Policy Guidelines | DMCA Policy | Directory | Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited