Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Aanisa Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Aanisa Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about aanisah name meaning in urdu, aanisa meaning, aanisah meaning, gopiya aani jaani hai, liefdeswoorden aan my man,

  • 1 Followers
  • 24 Stories

Bhat Aanisa

Woh tammanawu ka samandar jo kabi humaray sapnay sanjota tha , La aaya ab tufaan toh hum ka karay . #Aanisa#findsomeone

read more
Woh tammanawu ka samandar jo kabi humaray  sapnay sanjota tha ,

La aaya  ab tufaan 
 toh  hum ka karay .

©Bhat Aanisa Woh tammanawu ka samandar jo kabi humaray  sapnay sanjota tha ,

La aaya  ab tufaan 
 toh  hum ka karay .
#Aanisa#findsomeone

Bhat Aanisa

#😔 #RAMADAAN #Aanisa

read more
Mere innn ansuwu ka razdar banai toh  kio ,

Jo iss dil pai beeti hai uss ka khulsa karay toh  kio , 

Aaa kai bait toh jaw kuch lamhu kai liyh ,

Phr jhoota dilsa ho ya kuch aur sahib 
bas innn lamhu mai ankhai char karay  toh kio ...

#Aanisa gulzar

©Bhat Aanisa #😔
#RAMADAAN

Bhat Aanisa

#Smile #Aanisa

read more
ek ladki na kabi izzat dainai walai ko bhulti  hai 
 aur na hi  ruh ko aziyat dainai walai ko 
#Aanisa #smile

Bhat Aanisa

#solace #Aanisa

read more
jahan gayi wahaan na looet aayi na saath aaya kio ,

yai asmaan gir pada ya zameen kha gayi kheen.


#Aanisa #solace

Bhat Aanisa

Bhat Aanisa

Wish #Wish #Aanisa

read more
haan nh hai sawal ab 
na jawab kio , 
mujai khud kai hi  ansu 
kuch ab kehnai lagai hai. 

insan agr hai tue rakh kai haat apna 
mere dadkanai b sunn lai , 
nh  sawal ab 
 haan na jawab kio. 


aftaab ki aatish mujai kehrahi hai chup kai , 
tera arsh hai kahan ab tere arixu kahan hai. 
#Aanisa

aftab=sun
aatish=fire/flame
arsh=sry 
Arixu=desire #Wish

Bhat Aanisa

😫 #Aanisa

read more
tum ab aaa ku nh jatai 
 jaanai lagi hai , 

saansai thamnai lagi hai , 
 jism sai ruh janai lagi hai , 
tum ab aaa ku nh jaatai , 

mana ki kuch ranjishen zoor hai 
par ab tum shifa ka zariya bann kar hi
 q nh aatai , 
muj pai reham khaa kar hi q nh aatai 
maana ki faxilai bhut hai 
par tum ab deedar dainai hi q nh aata.. 

maana ki hum lachar hi sahi , 
par tum beemar pursi kailiyh hi q nh aatai. 

#Aanisa 😫

Bhat Aanisa

#Chahat #Aanisa

read more
hum nai chaha 

 ki unsai karlu baatai char , 

par mera  chahana  chahat hi 

reh gayi...


#Aanisa #chahat

Bhat Aanisa

jaan bai-jaan ho gayi hai ab, 


 ab tumhi muj sai milnai q nh aatai 😞.. 
#janii

#Aanisa #alone

Bhat Aanisa

jaan bai-jaan ho gayi hai ab, 


 ab tumhi muj sai milnai q nh aatai 😞.. 
#janii

#Aanisa #alone
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile