Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Bhitar Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Bhitar Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about bhitar ka vilom shabd, bhitar ka visheshan, bhitar meaning in hindi, bhitar sentence in hindi, bhitar in hindi,

  • 10 Followers
  • 31 Stories

Mr vj

#Chaahat #Bhitar

read more

Heena Patel

तेजेश्वर पांडेय

Priya Kumari Niharika

ruh kaid hai tan ke bhitar
sanse tadap rahi hai
ghut raha hun bhitar bhitar 
magar dhadkan chal rahi hai #StruggleStory

Harshit Thakur

#OpenPoetry humanity

read more
#OpenPoetry Apni mutthi band karke bhi 
Wo jo teri ek ungli takk na pakad payi 
Na jane kaha gayi thi teri inshaniyat jab tune wo 
8 mahine ki bacchi 
Noach noach ke khayi 
usse toh abhi pata bhi na tha 
Ki wo ashifa thi twinkle thi hindu thi ya thi musalman 
Tu bata jab tu usse nooach raha tha 
Toh kaha marr gaya tha tere bhitar ka inshaan
Bhagwa pehnu toh tu mujhe hindu
Sar pe shafed topi lagane se musalman kahega 
Aa baith mere paas kaat ta hu teri ek ungli agar tu saccha hindu hai 
Toh shayad tera lahu bhi ram kahega
Rango aur topi se tu meri pehchan karraha hai 
Jaag neend se aur dhund tere bhitar ka inshaan kahi marr raha hai
Jhaak kar tu uske kapdo mai uske stan dekhta hai 
Tu apna ganda charitra nhi dekhta uska badan dekhta hai 
Jo stan dekhne ke liye 
Tu Gali ki nukkad pe khada hua hai 
Bhul gaya beta ussi ko pekar tu badha hua  hai 
Jaise tu wahh kya maal lag rahi hai 
Aur unko dekh ke aakhe sekta hoga 
Thoda soch aise hi teri behan ko bhi koi dekhta hoga 
Jali ha ab jalegi kyuki baat ab apno pe aayi 
Are hame kya jiska rape hua wo ladki toh parai hai
Wo 8 mahine ki bacchi tumhe parai hai dikhti 
Kharid deti wo har ma jiski beti ka rape hua par kya kare bechari inshaniyat bajaar mai nhi bikti ...😔😔😔 #OpenPoetry humanity

Paras Belorkar

#feelings

read more
The story is, Rukh sa gaya hu..tham sa gaya hu..
bhitar hi bhitar bujh sa gaya hu.. #Feelings

Shant Gupta

read more
Saheed Singh Ji zindabaad -:
Vo Maa ki bhi Kya kismat hogi jiski kokh mai saheed aaya tha Ji Han Vidya vati ke laal ne hi angrejo se Bharat Azaad  Karaya tha...
Umar hogi gyaaraa baaraa Saal jab pheli Baar desh ke liye kuch Karne Ka junoon Aaya tha Vo Bhag hatyakand ne hi toh khoon Mai Angara uthaya tha...
Phle phle toh Singh ne bhi Gandhi path Aapnaya tha par jaldi hi aa gaya samajh ki aase toh Azadi Ka supna supna hi  reh Jaye gya isi leye toh Azad ke sath mil Kar sampuran Azadi ke khwab sajaya tha tabhi toh inn nojawano ne aapna rasta khud banaya tha...
lathi charge Mai hue kurbaan ke jimmedaro ko Inn shero ne goliyon se udaya tha  angreji hukumat Mai  bhi aapna khof banaya tha aur Aaj log kehte hain sirf charkhe ne bharat Azaad Karaya tha...
Mana ke ahinsa ne bhi Pura jor lagaya tha per Jo veer latke suli par unki saheedi ne hi desh Mai bhuchal laya tha Aur Saulah Saal ke bhitar bhitar Doo saw Saal ki hukumat ko Bharat se maar bhagaya tha...
"Garv se kehta hun ahinsa se Nahi hinsa se humne 
swatantra desh paya tha"

Sonam kuril

read more
kash, keh pati us dard ko,
kash ki, sbdon me bayan kr pati ,
 mann ke bhitar pal rhe us jakhm ko,
kash, vo alfaz mil pate, jo awaj de pate us drd ko,
bahut shor hai,
mann ke bhitar,
tootta, kachotta, shishakiyan leta mere mann ka vo aangan,
darpan ban jo har roj tootta hai,
auron ko nahi , khud ko hi jakhm deta hai,
nasoor ban jo har pal chubhta hai,
bhitar hi bhitar jo rota hai,
kash ki khatam ho jata ye tanhai ka silsila,
kash ki mil jata mujhe meri khushiyon ka khajana.

Karan Saaho

read more
Moon and the dark night Is kadar us bewafa ne pyar ka majak banaya ki
uske Haath bhi kabhi pyar nahi aaya.
Uske yaadon ke talap ne mujhe bhitar se Bajunoon narmi kar gaya,
Par haa isbar kisi ki yaado ne uski dil ko bhi Bhitar se Chhalni kar gaya.

~KS Diary


About Nojoto   |   Team Nojoto   |   Contact Us
Creator Monetization   |   Creator Academy   |  Get Famous & Awards   |   Leaderboard
Terms & Conditions  |  Privacy Policy   |  Purchase & Payment Policy   |  Guidelines   |  DMCA Policy   |  Directory   |  Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile