Find the Best Zor Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutzor ka jhatka hai joro se laga, ishq par zor nahin hai yeh woh aatish ghalib meaning, mout ka zor chalta nahi hai, zor dena meaning in english, zor zabardasti meaning in english,
Kumar Vimal
Kitne hi aarzoove ho dil me malaal rahta hai Jane kaisi sanjidagi hai jise dhundhta rahta hai Bahalta nahi bahlata hai yeh Zor kitna bhi karo machalta hi rahta yeh ©Kumar Vimal #aarzoo #Dil #malaal #sanjidagi #bahalta #Bahlata #Zor #machalta #kumarvimal #Heart
Kumar Vimal
Kabhi lagta hai yeh zindagi ek khwaab hai Kaha hai manzil kya hai raasta kuch maloom nahi Milte hai bichadte hain kai musaafiron se Khwabon ki tarah sab chal raha lagta hai Jaise khwab par hamara zor nahi Zindagi par bhi bas nahi hai Kaise daastaan hai kisi ko maloom nahi hai ©Kumar Vimal #khwaab #Zindagi #manzil #raasta #musafir #Zor #Daastaan #kumarvimal #Dream
Shoheb alam shayar jaipuri
zhan par zor dene se bhi yaad aata nhi ke kya dekha tha bhut zor diya to yaad aaya ke tera chhra dekha tha wo lamha aaj bhi yaad hai mujko jab kitni shiddt se mujhe chuma tune mene ghar jakar der tak aaina dekha tha jo lamha guzara mene saat tere wo lamha kha kisi or ko milta tha
Aj stories
#OpenPoetry Zoo Garden Me Rungeen Panchiyna Unn Ki Surili Awaz, Alag Alag Prajati kye Animal's Brids, inn sab ko Dek kye Bhuth Khushi Mili, Zoo Garden se Bahar Ki taraf Aye, Bhuth Zor Zor se Awaze Ayi Kuch Log Azaadi kye Nare laga Rahethye, Unn Sab ko Dek kye Afsos hua, Zoo Garden ko Palt kye Dek kye Hesass hua, Har Panchi Har Janwar khaid Me Hai, Panchi Parnide Janwar ki Awazen Hum ko Zoo kye Andar Surili Lagti hai, Kahin o Bhi Azaadi kye Nare toh Nahin Lagare Shayad unn kye Afsoos Ka Hesass Nahin Hum ko, jungal Me Animals ko Shikar Karthye Hain Panchiyno ko Agar Azaad Kar Bhi Dye toh Kya hoga, Mobaile kye Net work kye Rendition unn Sab ko Mar dye thye hain, Humrai Khushi kye liye Unn sab ko khaidi Banayae hain, Azadhi Hum se ziyada Nature Hona hai Azaadi Hum se ziyada Jungal ko Hona hai Azaadi Hum se Ziyada Animal's ko Birds ko hona hai Lekin iss Me Bhi Humara he Faida Ho Raha Hai Hum Sab ko Achi Oxygen Dyega, Nature's Ki Azaadi Hamari Zarurath Nahin Humara Haq Hai, Dilse#Azaadi#Quotes#stories Satyaprem Mukesh Poonia
DilseAzaadiQuotesstories Satyaprem Mukesh Poonia
read more
About Nojoto | Team Nojoto | Contact Us
Creator Monetization | Creator Academy | Get Famous & Awards | Leaderboard
Terms & Conditions | Privacy Policy | Purchase & Payment Policy Guidelines | DMCA Policy | Directory | Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited