Nojoto: Largest Storytelling Platform
shamaparveen1217
  • 177Stories
  • 95Followers
  • 2.2KLove
    4.4KViews

shama Parveen

  • Popular
  • Latest
  • Video
825940c816cd0248312c8b0aa0c85d40

shama Parveen

kiyu ek beti ka baap jab apni beti
kisi ko sopta hai to wo sab kuch deta hai
per samaj kay samnay apni beti say ye nahi kehta
mai hu hamesha taire saath 
ho koi pareshani keh dena bus
abhi taira baap zinda hai.
bus ye kehta hai ki ab wo ghar hi tumhara hai..
chahe waha uska dum ghutt jaye per wapsi nahi hai.
dil tutt kar bikhar hi kiyu na jaye kisi ko koi farak nahi padta 
aur phir kehte hai tu Kitna badal gayi hai
kaise kahe waqt ki maar aisi padi ki jeena hi ek 
azaab ban gya hai.....

©shama Parveen
  #beti
825940c816cd0248312c8b0aa0c85d40

shama Parveen

kash zindagi bhi yu hi rangeen hoti
kahi pyar ka to kahi wafa ka rang hota
khushiyu ki talash mai 
zindagi berang na hoti
ha ye bhi to zindagi ka ek naya rang hai

©shama Parveen
  #Holi
825940c816cd0248312c8b0aa0c85d40

shama Parveen

Autumn Dil ki kitab pe jab say likha 
taira naam 
na hum rahe na tu hua humara
kehte the ki sirf tumhara hu
waqt nay dikha diya
na tu kabhi tha hamara
bus ye waham tha maire dil ka..

.

©shama Parveen
  #autumn
825940c816cd0248312c8b0aa0c85d40

shama Parveen

khushiyo ka koi rang nahi
rango kay is tyohaar mai....

©shama Parveen #Holi
825940c816cd0248312c8b0aa0c85d40

shama Parveen

Person's Hands Sun Love Dil ki raho pe yu guzra har lamha 
jaise koi khwab ho
kuch hasrate reh gyi adhuri 
kuch adhure mulakaat
ha ye dil hai janab maira
adhuri mohabat ki kabar...........

©shama Parveen
  #love
825940c816cd0248312c8b0aa0c85d40

shama Parveen

Ha ye wada hai maira tujhsay
rahenge hamesha 
taire saath

©shama Parveen #happypromiseday
825940c816cd0248312c8b0aa0c85d40

shama Parveen

na jane kanha kho gyi wo muskurahat
waqt nay aisa rulaya
apna aap bhi ek bhojh lagta hai

©shama Parveen #muskurahat
825940c816cd0248312c8b0aa0c85d40

shama Parveen

orange string love light Dil ki raho ka guzar hamesha wahi hota hai
na manzil hoti hai 
ha ye dil hai janab jab kisi ka ho jaye
to sab Roshan 
aur jab tutt kar bikhar jaye to andhera.

©shama Parveen #lovelight
825940c816cd0248312c8b0aa0c85d40

shama Parveen

ye ishq hai jab lag jaye 
sab laal
aur utar jaye to berang janha lagta hai.....

©shama Parveen
  #lalishq
825940c816cd0248312c8b0aa0c85d40

shama Parveen

hamne to har rishte dil say jode the
na malum tha
rishtedaar bhi matlab parast hote hai
jab jarurat tab juba pe mithas
dil khali hote hai
ye aaj ka daur hai janab rishte bhi 
Matlab dekh kar banaye jate hai
Matlab khatam rishta khatam.....................

©shama Parveen
  #lalishq
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile