Nojoto: Largest Storytelling Platform
muzeetv5449
  • 17Stories
  • 12Followers
  • 87Love
    3Views

Zeeshan

  • Popular
  • Latest
  • Video
e94920baeb83ddc306cd4ea966d98182

Zeeshan

Thokarun se bi sabak milta hai ae dost mere 
Eant pathar toh emaarath k liye achay hai 
Hum khilonai hai sharaarat ke liye achay hai.
            pirzada zeeshan #Labour_Day
e94920baeb83ddc306cd4ea966d98182

Zeeshan

Agrr sab kuch mil jaye ga zindigi mai toh tamanna kis ki karo gay
Kuch adhuri khohishay toh zindigi jeenai ka mazza deti hai.
pirzada zeeshan #irfan
e94920baeb83ddc306cd4ea966d98182

Zeeshan

Na haath thaam sakhay na paa sakhay daaman
Bahut kareeb se uth kar bichadd gaya koi.
pirzada zeeshan #dosti
e94920baeb83ddc306cd4ea966d98182

Zeeshan

Jitnai bi gunah kiye hai sab aadmi ke khatir
Kuch dosti mai unn ki kuch dushmani ke khatir.
      pirzada zeeshan #insaan
e94920baeb83ddc306cd4ea966d98182

Zeeshan

Likhty hai kuch alfaaz unke liye
taweez bana ke pee letay hai
Aksar unke diye huway zakhmoo 
ko yaad kar ke jee letay hai.
         
            pirzada zeeshan. #zakhm
 Surjit shayar Kavi Rahul Jangir  𝒂𝒍𝒇𝒂𝒂𝒛_𝒆_𝒎𝒆𝒓𝒂𝒋 PRATIK BHALA (pratik writes) Rajesh Kumar

#zakhm Surjit shayar Kavi Rahul Jangir 𝒂𝒍𝒇𝒂𝒂𝒛_𝒆_𝒎𝒆𝒓𝒂𝒋 PRATIK BHALA (pratik writes) Rajesh Kumar #poem

e94920baeb83ddc306cd4ea966d98182

Zeeshan

Muje maloom hai ki woh shaqs bewafa tha
Magar kissi ko bewafaa kehnaa muje acha nhi lgtaa 
zakham toh bahut diye usnai ess dil-e-nadaan ko
Denai ko ham dysakhty thy zakham
par ess dil ko badla lena achaa nhi lgtaa..
                         pirzada zeeshan. #zakhmi
e94920baeb83ddc306cd4ea966d98182

Zeeshan

Apnoo ke hotay huway mann mai basi tanhaye
Aansoo bana ke khushi aankhoon se mainay bahaye 
Jeenai ko jeena chahe
 maangoo toh mout na aaye
Sansoon ke chalnai ko toh jeevan na kaha jaye.
                       pirzada zeeshan. #jeevan
e94920baeb83ddc306cd4ea966d98182

Zeeshan

Qafir bana diya unki yaadoon nai tumhe 
Tu kal raat unki yaad mai bethaa tha
 ki subah Aagayi.
           
pirzada zeeshan. #love
e94920baeb83ddc306cd4ea966d98182

Zeeshan

Deedar-e-yaar hota hai
zamana bhool jata hun
Nafas kaboo mai rehta hai
unhay jab yaad krta hun.

pirzada zeeshan. #yaari
e94920baeb83ddc306cd4ea966d98182

Zeeshan

Roshan kar ke yeh sara jahaa 
Muje roshni se kyun paray krdiya
Sawera huwa hi kab tha meri zindigi ka 
Jo apnai aise andhera krdiya

pirzada zeeshan. #zindigi
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile