Nojoto: Largest Storytelling Platform

New neki ki deewar 390 Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about neki ki deewar 390 from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, neki ki deewar 390.

Stories related to neki ki deewar 390

    LatestPopularVideo

Mohd Zeeshan

deewar e hayat zindgi ki deewar

read more

ALHA KA PAYGAAM QURAN

ALHA KI NEKI #कामुकता

read more

ansab riyaz

neki ki raah #poem

read more

Harsh Saxena

CHEENU

Dharam ki deewar...

read more

karan verma

# zamane ki deewar

read more

qais majaz,pheonix

Chand ki deewar

read more

Anshu Anshu

majhab ki deewar #Connection #विचार

read more
Do alag Dharm ka ishq 
ek Hindu ko ik muslmaan se ishq 
kb tk Aisa sochenge Hum Ye kyu NHi sochte ik insaan ko ek insaan se ishq sare jhagde hi khatam sari ranjishe hi khatam bs pyar aur sirf pyar do log Jb pyar me hote h to kha sochte h majhab ke bare me 
bs ye sochte h ki kaise ik aisi mishal kayam kre Ki humare bitch ki Ye majhab ki deewar hi khatam ho jaye....Wo Muje Har treh se pasand h Mai uska deewana aur wo meri ishq Hai...

©Anshu Anshu majhab ki deewar 

#Connection

Kayenat Kamal

Reit ki deewar. #kayenatdiaries# #poem

read more
Reit ki deewar

Bewafa kahoon tujhe ya sang dili ka khitaab doon.
Ya naa- qaabil-e- aitbaar keh ke bas ik baar nawaaz doon.
Tu to mere aziz-o-tar se zyada aziz tha mujhe,
Teri mukhlisi ka behadd yakee'n tha mujhe.
Phir bata dil azari ka kaise tujhpe ilzaam doon.
Wada-e-khalqi sukoon deta hai kya?
Etemaad mein izafa-e-junoon deta hai kya?
Ab tasadum ye hai ke naam-e-mohabbat pe roun ya anjaam pe hans doon.
Belouss mohabbat ke tassawwur-o-khayal pe hans doon.
Balafz tere muqammal ghazal thi main,
Tere baab-e-ishq ka tarasha kamal thi main.
Jaanti hoon mamooli hoon, ab makhsoos nahi main.
Meyaar-e-khabton mein hoon, na ab Dana rahi main.
Phir kyun tujhpe chahat apni main vaar doon.
Majbooriyon ka haath thamey mohabbat chhod di tune.
"Talkh halaaton mein hoon uljha"-keh ke raghbat chhod di tune.
Ab sochti hoon main bhi kam zarf hone ka tajarba kar hi loon.
Hubaab-e-hawas ban dil ko bhar hi loon.
Teri talkhiyan tujhe hi lauta ke khaas-o-aam ke darmiyan khada kar hi doon.
Ab waadein khalq kar doon, jazbaton ko ghark kar doon..
Khudgharzi ki hadd ban jaoon.
Usoolon ko tarq kar doon.
Main ho jaoon aseer-e-zabt,
Yun tamam nafs-e-jurm se khudko riha kar doon.
Malaal-e-dil ko alvida kar doon.
       ....kyuki main ab reit ki deewar nahi ban sakti; 
Mujhe toot jaane se khauf aata hai.

©️kayenat kamal. Reit ki deewar. 
#kayenatdiaries#

Mani Awan

dost bhi raah ki deewar

read more
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile