Nojoto: Largest Storytelling Platform

New nazia khatun Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about nazia khatun from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, nazia khatun.

Stories related to nazia khatun

    LatestPopularVideo

Nawab sahab

Nazminara Khatun Nazia Banoo

read more

Nawab sahab

#onesidedlove Nazminara Khatun Nazia Banoo

read more
One sided Love Akhir kabtk yun dete rehenge imtahan tere pyar ka
Krle tuh kabul salaam mere pyar ka
Aj v kuch baki h tera tbhi toh hu tere pass 
Bs ek br mujhe kaidi banale apne pyar ka

©Altab Alam Qureshi #onesidedlove  Nazminara Khatun Nazia Banoo

Nawab sahab

#Heart Nazminara Khatun Nazia Banoo

read more
Na karo meri tarif ae logo  us bewafa ke samne
Maine toh bs patharon ko tod kr kankar banaya hai
Tarif toh uski karo 
jisne chalae khanjar mere andhe pyar main

©Altab Alam Qureshi #Heart  Nazminara Khatun Nazia Banoo

Nawab sahab

Nazminara Khatun Nazia Banoo M Sd

read more
Ummed hai abhi v mujhe
Main jarur charunga us pyar ki kasti main
Jo chor ke chali gai thi mujhe bich samundar ki basti main
Akhiri dam tk dhundhuga us kasti ko
Agr mauka mile toh sirf charunga  uski hi pyar ki kasti ko

©Altab Alam Qureshi Nazminara Khatun Nazia Banoo M Sd

Nawab sahab

nazeer s Nazminara Khatun Nazia Banoo

read more
Nasha krna hi hai ae bandey
Toh kr nasha us khuda ki 
Padh namaaz panch waqt ka 
Fir dekh tera zehan kaise jhumta hai

©Altab Alam Qureshi nazeer s Nazminara Khatun Nazia Banoo

Nawab sahab

Nazminara Khatun Nazim Ali Shiblu nazish hameed Nazia Banoo

read more
مجھ سے بچھڑ کر Tanhai main baithkar sochta hun
Rafta rafta kahi dil  mera na pigal jae
Woh ae hai firse dil todne tera 
Galib tuh firse zara shambhal jae

©Altab Alam Qureshi Nazminara Khatun Nazim Ali Shiblu nazish hameed Nazia Banoo

Nawab sahab

Dr Himanshi Singh Dr Rubab anjum Nazminara Khatun Nazia Banoo

read more
Maa  Woh rat ka  kya andhera 
Jab uski chandni na nazar se
Or 
Woh andherey ke bd kya sawera 
Jab ankh khulte meri maa ka chehra na nazar ae

©Altab Alam Qureshi Dr Himanshi Singh Dr Rubab anjum  Nazminara Khatun Nazia Banoo

Nawab sahab

Dr Sapana Dalvi Dr Mahesh Kumar White Nazminara Khatun Nazia Banoo

read more
Jaruri yeh nhi ki mere chehre ki hasi
Meri khushi hi banya krti hai
Meri shaksiyat aisi hai
Hamesa guumoon ko chupaya krti hai
Agar yakeen nhi tumhe 
Toh suno ek bt batata hun
Ankhein v toh samundar nhi hoti 
Fir v toh ankhon main pani bhar jata hai
Khair.. 
Tum toh ab yeh v kahoge 
Ki bhale yeh v koi bt hui 
Pr main toh yeh janta hun 
Juban se tez btati hai  yeh ankhein
Inhe tum kam na smjho juban ke agey

©Altab Alam Qureshi Dr Sapana Dalvi Dr Mahesh Kumar White  Nazminara Khatun Nazia Banoo

Nawab sahab

#India dhyan mira Nazim Ali Shiblu nazish hameed Nazminara Khatun Nazia Banoo

read more
Kuch log khush hai isliye q ke tufan nhi ayega
Kuch log mayus hai ke tufahin unka ghr ko uda le jayega
Isiliye toh khuda khafa hai humse 
Ke unke banae insan ek dusre ke liye bhalae nhi chahega

Ke aj iskadr waqt agya hai duniya main
Ek bhai dusre bhai ki bhalai nhi chahyega
Yad rakhna yeh gunahgar insan tuh 
Ek din khuda ki nazron se gir jayega

Yeh toh khuda ke kahar hai
Na samjho tufan yah koi bimari 
Khuda ke keher se koi bach na payega

Khuda ne na manga humse paisa daulat or saurat
Yeh bade bade sauk toh hai sirf insanon ki 
Woh toh sirf mangta hai ibadat uski 
aisa thori hai insano se nhi ho payega

Agr main mangu khana or tum na do 
Toh kya main naraz nhi hojaunga 
Woh toh khuda  hai jisne banaya hai humein
Hum uski ibadat na kre toh kya woh naraz nhi ho jayega

©Altab Alam Qureshi #India  dhyan mira Nazim Ali Shiblu nazish hameed Nazminara Khatun Nazia Banoo

Nawab sahab

dhyan mira Nazminara Khatun Nazia Banoo Neha Sharma Your Struggle We Inspired

read more
Bhot ummid se chal pada tha 
Duniya ki rasoi main 
Banane Pyar se mohabbat
Dekhe uske hussn ko
Padgae mere ishq pr chaalay
Or pahli hi nazar main zakhm degae yeh mohaabbat

©Altab Alam Qureshi dhyan mira Nazminara Khatun Nazia Banoo Neha Sharma Your Struggle We Inspired
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile