Find the Latest Status about pagdandiyon ka zamana from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, pagdandiyon ka zamana.
sunita
Ajkal khamosh h zamana charo taraf mobile ka shor h apne h apno se door ab dil me basta koi or h aaj takte nahi wo surat meri jinke liye hum khas hua karte the are ye matlab ka zamana h sahab yaha log andar se kuch or bahar se kuch or hua karte hai ©sunita mobile ka zamana
mobile ka zamana #विचार
read moressunlight
Good old days Ek bachpan ka zamana tha, Khushiyo ka khzana tha Chahat chand ko pane ki thi, dil Titli ka dewana tha Thak kr aate the school se, Fir khelne bhi jana tha Barish me kagaz ki kasti, Hr mosam he bda suhana tha Her khail me saathi the, Her rishta nibhana tha Rone ki wajah na thi, Na hasne ka bhana tha Ab nahi rahi wo zindagi, jaise bachpan ka zamana tha Bachpan ka Zamana......
Bachpan ka Zamana......
read moreJaspal Bhogal
Abhi bhi yaad hai mujhko woh bachpan ka zamana kaapi ke panno ko fadkar woh kagaz ki kashti banana ho jab kabhi bhi barishein to behte paani mein unhein terana Abhi bhi yaad hai mujhko woh bachpan ka zamana har waqt dadi se ek rupeya mangte rehana lakar ek atthanni ki goliyan duji ko gullak mein daal dena Abhi bhi yaad hai mujhko woh bachpan ka zamana jab koi bada dantta tha to jakar ek kone mein chup jana humein sisakta hua dekh kar unka humko gale se lagana haan abhi bhi yaad hai mujko woh bachpan ka zamana ©Jaspal Bhogal #Woh bachpan ka zamana