Find the Latest Status about aabha bakaya from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, aabha bakaya.
alfaazou mai muskan
abhi to ek mulakat bakaya hai tumhari baato mai uska dub jaana ho gaya tumhari hthkheliyo Mai uska kho jana ho gaya wo nikli thi dudne kuch bahut pyara sa es jag mai or tumhara us se mil jaana ho gaya par abhi to uska tumhari nazro mai aana bakaya hai abhi to ek mulakat bakaya hai tumhare gusse mai apne pyaar ko dhikhana ho gaya uske zakhmo par tumhara marham lagana ho gaya jo hamesha apne hi khyalo mai rahti thi uske khyalo mai tumhara aana ho gaya par abhi to ek duje ke sath hatho mai hath chalana bakaya hai abhi to ek mulakat bakaya hai to be continued...... #alfaazou mai muskan #bakaya
alfaazou mai muskan
tumhara uski duaou mai shamil hona uska tumhari ebaadat ban jana wo puri tarah se anjaan thi ab tak tumse uska tumhari ek pahchan ban jaana hogaya par abhi to ek duje ki aankho mai sama jaana bakaya hai abhi to ek mulakat bakaya hai tumhari thodi si kami se uska dar jana tumhari ruh se uska jud jana jiske ashko mai aansuo ki koi jagah nahi thi uski aankho ka tumhari wajah se nam ho jana ho gaya par abhi to ek duje ke aansu pochana bakaya hai abhi to ek mulakat bakaya hai #alfaazou mai muskan abhi bakaya hai
ABRAR
किसी से मिल लो या बुला लो किसी को इतनी तन्हाई भी अच्छी नहीं है ©ABRAR aabha #touch
Aabha Mishra
kya jivan sach me bahot mushkil hai ha itna mushkil ki soch kar bhi ruh kap jati hai magar fir bhi log jite h jinda lash bankar ©Aabha Mishra #aabha Jine k liye
Sandhya Maurya
चांद भी मेरा हमसाया हो गया एक-आधा सा रिश्ता उससे भी बकाया हो गया ! ©Sandhya Maurya #Moon #moonlight #Hamsaya #relation #bakaya #adhura_pyar #Moon
Umair Aadil
प्रभा देवी आभा 🖋️
"इतना फर्क है उनमें और मुझमें" "मैंने सच कहा" तो हमारा "रिश्ता बचाने" के लिए... "उसने झूठ कहा" तो मुझसे "पीछा छुड़ाने" के लिए... #prabha_ki_kavitayen 3.6.2020 #prabha devi "aabha" #prabha_ki_kavitayen #true_love___nojoto#