Find the Latest Status about pyar ka zikr shayri 0 from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, pyar ka zikr shayri 0.
Santosh Thakur
arz kiya hai ki khud bekhabar hokar meri khabar puchhte hain, unke pyar ka mujhpar asar puchte Hain, nahi batata mai kuch, log mere pyaar ka sabak puchte Hain. ❤️ ©Santosh Thakur #Thakur ki shayri #Pyar ka sabak
Santosh Thakur
arz kiya hai ki khwahish nahi mujhe ki tujhe palat kar dekhun, ab wo din gujar gaye jab mai palat kar muskura diya karta tha gali ke mode par tujhe dekh kar💔. ©Santosh Thakur #Thakur ki shayri #Pyar ka kissa 💔