Nojoto: Largest Storytelling Platform

New rehbari Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about rehbari from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, rehbari.

Stories related to rehbari

    LatestPopularVideo

Malik Ishfaaq

tarie rehbari ka suwaal #DearCousins

read more
tū idhar udhar kī na baat kar ye batā ki qāfila kyuuñ luTā 

mujhe rahzanoñ se gilā nahīñ tirī rahbarī kā savāl hai
🥀

©Malik Ishfaaq tarie rehbari ka suwaal 

#DearCousins

Md.Azhar Alauddin

Teri rehbari ka swal h

read more

Ahmad Raza Rajaاحمدرضاراجا ۔۔۔

Tha Jisay Khabt E Rehbari Raja Reh Gaya Baar E Karwaa'n Ban Kar ( AhmadRazaRaja ) #OpenPoetry

read more
#OpenPoetry تھا جسے خبط۔ ِ رہبری ،راجا
رہ گیا بَار  ِ کاروَاں بن کر


   
                                                                                                احمدرضاراجا Tha Jisay Khabt E Rehbari Raja
Reh Gaya Baar E Karwaa'n Ban Kar
 ( AhmadRazaRaja )

Akthari Begum

Zindagi ki shaan . Shaan hi rhi shayed zindagi ki Ke safer bhi raha rehbari bhi , Ke zindagi mein phir Haal bhi raha halaat se bekhaber , #poetrycommunity #urdupoetry #longpoetry #poetrybaaz

read more
Waqt ki shaan.

Read  caption. Zindagi ki shaan
.
Shaan hi rhi shayed zindagi ki
Ke safer bhi raha rehbari bhi
,
Ke zindagi mein phir
Haal bhi raha halaat se bekhaber
,

WhoXain UnVer

AZIYAT!! Pareshaan ho gaya hain hum, hukumat kay siyasat se, Koi to rehbari kar lo, humari is aziyat se, Ki hum tanha se lagte hain, bharay #story #awayfromhome #StrandedInLockdown #WannaReachHome

read more
AZIYAT!!

Pareshaan ho gaya hain hum, hukumat kay siyasat se,
Koi to rehbari kar lo, humari is aziyat se,
Ki hum tanha se lagte hain, bharay mehfil me ae hakim,
Koi to kaam bhi kar lo, hain thak haray nasihat se,

Na ghar me rotiyan pakti, sirf ek sansani si hai,
Ki kab le jayengay hum ko, ki koi hal nhi dikhta,
Thakan se choor hain ankhain, koi rasta nhi dikhta,
Khuda kay wastay hum ko, nikalo is aziyat se,

Ki tum se gar nhi hota, humain tum pass hi de do,
Ki hum aayengay khud chal kar, zara vishwas hi de do,
Tumhari baat sun sun kar, pareshan ho rahe hain sab,
Nahi karni hai Nusrat toh, saray Gulshan bayan kar do,

Phasay hain ghar se itni door, zara sa reham hi kar lo,
Bohot se marz se uljhey, zara si aas hi de do,
Ki tum ghar ko bulaogay, yahi sochey hain subh o shaam,
Ki ab to thak gaye hain hum, zara sa karam hi kar do,

Mahiney ho gaye hain ji, gharun me sab kay tension hai,
Ki kab aayengay dada ji, ye bacchey pucha karte hain,
Kisi k ghar me matam hai, koi depressed betha hai,
Koi beemar hai saheb, koi koney me rota hai,

Abhi bhi ek konay me, ajab si roshni dikhti,
Ki ghar le jayenge hum ko, abhi umeed baqi hai,
Hai Anwar iltija karta, sabhi se  ye guzarish hai,
Ki ghar le aayeye sab ko, Ladakhi jitne baqi hain..

@Anwar_Hussain AZIYAT!!

Pareshaan ho gaya hain hum, hukumat kay siyasat se,
Koi to rehbari kar lo, humari is aziyat se,
Ki hum tanha se lagte hain, bharay

Alfiya Khan

Aao tumhe fikr e ummat batlate hai, Iss kudgarzi k daur me humdardon se milate hai. Jo bhool baithe hai riwayatien Wo bhi aaye, Islam ko uro

read more
.... Aao tumhe fikr e ummat batlate hai,
Iss kudgarzi k daur me humdardon se milate hai.
Jo bhool baithe hai riwayatien Wo bhi aaye,
Islam ko uro
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile