Find the Latest Status about bhaiya tere aangan ki from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, bhaiya tere aangan ki.
sadaf shazly
baba mai tere aangan ki gudiya phir khud se juda kyun tune kiya ,jis din thi vidai teri gudiya ki ,us din tu bhi to roya tha , aansoon ko chupake dard saha ,phir yun mujhko vida tune kyun kiya,kaisi rasmein kaise vaade ,sab uljhe se taane baane har chehre per kai chehre hain ,uljhe uljhe se rishte hain, woh jo khelti thi khud gudiyon sang,aaj kisi aur ka ghar sanwarti hai bas farq yeh hai woh kuch ab kehti nahi,rishton ko hans ke nibhati hai baba tere aangan ki yaad bada satati hai jo nakhre dikhati thi sabko,woh sabke aaj uthati hai, bin kahe maa chai pilati thi ,aaj thak ke khud hi banati hai woh sir per dada ka haath kahan,dadi ki daant satati hai woh bhaiyya se tu tu main main,woh allhadpan bebakiyan sab, woh hansi thitholi doston sang ,kahan gum ho gaye yeh saare rang baba mujhko de do na woh khel khilone woh galiyan baba main to tera hissa thi,bas teri yaad satai hai bas saath rahe maa baap ka saaya har gudiya yahi bas chahti hai Baba main there aangan ki gudiya
Baba main there aangan ki gudiya #poem
read moreKeshav Jalthar
Khwaabo mein har roz Main ek nayaa Ghar banata hu, Aur Har roz Main ussi Ghar ke Aangan ka Rasta bhool jaata Hu.. . #Aangan