Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Parkha Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Parkha Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about parkha bahut gaya samjha kisi ne nahi shayri image 0, parkha bahut gaya mujhe lekin samjha nahi gaya, parkha parkha mayalu nepali song, parkha patel, parkha parkha mayalu,

  • 11 Followers
  • 8 Stories
    PopularLatestVideo

Prita

jaana hai mujhe logon ne bahut..... #samjha hai lekin, kam hi ne bahut...... dekha hai mujhe , #Ankhon ne bahut..... #Parkha hai lekin, kisi ne kam hi bahut......... suna hai mujhe, #lafzon ko bahut...... #maayne hai janaa, kam hi ne bahut........ #Nightmare #darkness #Prita

read more
Main nahi hun yahan ki.....
Kuch nahi hai apna yahan.....
Jo hai , usse khone ka khauf Jo rehta hai humesha yahan....
Jo paya hi nahi, usse dur hone ka ehssas bhi dara deta hai yahan.... 
Nahi! Abb aur waqt guzaarna hi nahi yahaan..... jaana hai mujhe logon ne bahut.....
#samjha hai lekin, kam hi ne bahut......

dekha hai mujhe , #ankhon ne bahut.....
#parkha hai lekin, kisi ne kam hi bahut.........

suna hai mujhe, #lafzon ko bahut......
#maayne hai janaa, kam hi ne bahut........

Ankit Raj

#samjh #Mai #Parkha Mahendra officel ranjeet priyaka Ayushi Vishwakarma Naincy Trivedi #कोट्स

read more
__________________

©Ankit Raj #samjh 
#Mai 
#Parkha  Mahendra officel ranjeet priyaka  Ayushi Vishwakarma Naincy Trivedi

Shübhäm Ârïjït Güptä

Meri Life Ki Sabse
Badi Galti Yeh Thi Ki...😔
.
.
Jisko Maine Apna Samjha
Usko Kabhi Parkha Nahi...💔 #Poetry #Nojoto #Mypoetry #first
#love #dhoka #heartbroken #broken #bharosha #pyar #belive #life #galti #parkha  Soumya Jain shivam kumar mishra

Harshita kumari Sharma

# nayi shuruaat

read more
jindgi ki. Ek nyi shuruaat karni hai 
  jindgi ki ek nyi shuruaat karni h
mujhse hi mujh ko mulakat krni h
bhut jana or parkha h ab tak gairon ko 
 bhut jana or parkha h ab tak gairo ko 
m kaun hu ab is bat ki pahchan karni h
hasne hasane ke bhi Silsile Hue oro ke sath 
hasne  hasane ke bhi silsile hue oro ke sath
ab khud ko hsane ki koi bat karni h
bahut suna h logo se ki m aisi hu ya vaisi hu 
bahut suna hai Logon se main Aisi hu ya vaisi hu
ab apne vajood ki khud ko talash krni h
kaid thi soch ke pinjre me ki log kya sochenge 
kaid thi soch ke pinjre me ki log kya Sochenge 
ab is soch ke pare ek uchi udaan bharni h ..
...sapne dekhe h maine jis manjil ko pane ke 
sapne Dekhe Hain Maine Jis Manjil ko pane ke 
ab us raste pr chalne ki shuruaat karni hai 
dar nhi ki gir jaungi ya gir kar phir sambhal na paungi
 Dar Nahi ki Gir jaaungi ya Gir kar fir sambhal na paungi 
pane ko vo bhor ki kirne door har andheri rat karni h .....
Jindagi Ki Ek nai shuruaat karni hai 
Mujhse Hi Mujhko Mulakat karni hai # nayi shuruaat

Mehvish Khan

mute video

sayrana zindagi

#OpenPoetry सोचिएगा जरुर

बाहर बारिश का आलम है 
पतिदेव को पकोडे़ चाहिए
बस एक आॅड़र दिया जाता है 
जाइए जाकर बनाइए
फिर कह देतें है भरी महफिल में 
पत्नियाँ रोमंटिक नहीं होती है
कोई जाकर पूछें तो उनसें
बरसात के मौसम में कौन सी गर्लफ्रैंड
रसोई में खडी़ होती है
तुलना उनकी करो जिनकी बराबरी हो
इन दोनों का कोई मेल नहीं होता
क्योंकि गर्लफ्रैड़ के कंधो पर 
तुम्हारें परिवार का बोझ नहीं टिका होता। #औरत #माँ #parkha #gya #mujhe #kbhi #smjha #nhi #gya #nojotohindi

Monika 😇

jab bhi samjha gaya mujhe haan galt hi samjha gaya..
parkha gaya mujhe har najariye se parkha gaya..
dhokha unki aankho ka tha ya meri laqiron ka..har koi mujhse bas rutha haan rutha hi gaya 😊 #first#poetry#shayari#moni

Sumit Kumar

#parakhna

read more
Parakhna ek aisi chiz hai, 
agar zarurat se Jada
 parkha to sath kho doge

Aur Kabhi parkha hi nahi to dhoka Kha jaoge.

Written by Sumit #NojotoQuote #Parakhna

radaba noureen

mute video


About Nojoto   |   Team Nojoto   |   Contact Us
Creator Monetization   |   Creator Academy   |  Get Famous & Awards   |   Leaderboard
Terms & Conditions  |  Privacy Policy   |  Purchase & Payment Policy   |  Guidelines   |  DMCA Policy   |  Directory   |  Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile