Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best fanna Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best fanna Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutfantastic beasts and where to find them the original screenplay, fan quotes to say to your idol, live in the d fan of the day, fan quotes a christmas carol, khuda ne banai mohabbat to fanna kon shayri 0,

  • 58 Followers
  • 153 Stories

Nabeel Afzal

MUHABBAT MA FANNA۔

kisy k lia sub kuch kr jana.
 kisy k lia sari dunya sy lar jana.
kisy k dukh sukh ma shamil rahna.
 kisy k payaar k lia marny marnay ko b raazi ho jana.
kisy ki hifazat k lia har waqt pareshan rahna.
kisy k lia sb kuch fanna kr dena yan fanna ho jana.
 ye muhabbat nahi to kia ha?
ye muhabbat nahi to kia ha?

©Nabeel Afzal #Muhabbat#Ma#FANNA#

Harsh R

The quote is dialogue of fanna movie Translation When I couldn't quench my thirst with water then I went towards the bar ... thought I would complain to God about you ... but even God turned out to be your lover #harshRwriting #Movie #fanna #shayarioftheday shayari #words

read more
The dialogue that hit the heart💜❤


Pani se pyaas nah bhuji toh maikhane ki taraf chal nikla ... 
soocha shikayat karoon teri khuda se ...
 par khuda bhi tera aashiq nikla❤❤











 The quote is dialogue of fanna movie
Translation

  When I couldn't quench my thirst with water then I went towards the bar ... thought I would complain to God about you ... but even God turned out to be your lover


#harshrwriting
#movie #fanna #shayarioftheday #shayari #words

Astha Raj Dhiren

#fanna

read more

Gourav Bhagat

Bunty khanpuri

#fanna Hone se pehle#GeetkaarhindiPoetryNototoViralpunjabindiasad romentic #Geetkaar

read more

Sanjay Shekhawat

#fanna dilogue #Romantic tic #violin

read more

Sonu Goyal

#ishq me #fanna , #intzaar wala #Love

read more
Ye mod fir mile na mile
Thoda intzaar kr lene do,
Abhi abhi to huye h ishq me fanna...,
Thoda or mukammal ishq hone do...!!

©Sonu goyal #ishq me #fanna , #intzaar wala #Love

Faiz Ahmed Khan

#Light

read more
#Waha shor-o-gul nahi, waha sannatedar virana hai................#Waha koi humdard nahi, waha akele hi ask bahana hai................#Waha waqt ki koi killat nahi, waha lamba waqt bitana hai.................#Ye it ka makan nahi, wo kabr hi aashiyana hai..............#Fir kaisi ye lut-khasot, fir kyu ye chori-chamari hai..................#Fir kaisi ye baimaniya, fir kyu paiso ki mara-mari hai.................#Kuchh nahi jayega waha, sab yahi rah jana hai................#Ye it ka makan nahi, wo kabr hi aashiyana hai..............#Jane kyu hai khud pe gurur itna, jane kis bat ka guman hai..............#Fanna ho jana hai khak hokar, are aakhir tu bhi to insan hai..................#Kar logo se eqkhlaq achhe, yahi aakhrat ka khajana hai...................#Ye it ka makan nahi, wo kabr hi aashiyana hai..............#A nadan nadani chhod ab, chal uth akl se kaam le.................#Paancho waqt ki namaz padh aur Allah ka nam le.................#Aakhir Nabi ka hi naam lekar tujhe khudko bachana hai................#Ye it ka makan nahi, wo kabr hi aashiyana hai.................... *✍*

©Faiz Ahmed Khan #Light

gaurav

#Ardas #akhiri #fanna #sachha pyaar #rab_di_sau Shruti Deshraj Wadi Rohtash

read more
या मौला मेरे खुदा हो तेरी रज़ा तो उसे जन्नत ही बक्श  दे
 फिर चाहे मुझे किसी मस्जिद की ईंट बन ताउम्र रोना पड़े #ardas
#akhiri
#fanna
#sachha pyaar
#rab_di_sau Shruti Deshraj Wadi Rohtash

yadrishya swastik

Mujhe masarrat na milti ab ,tu rahma barsaoge kab... Kab tak mai tavaqqo me raho, meri deewangi aajmaoge kab.// Darde ikhtilaaf ho gyi to kya, meri jaan laut k aaoge kab... Aisa na ho mai fanna ho jaun fazr talasne me,meri jaan dekh muskuraoge kab..// Tere tabbir ne sataya har waqt, jo sifar dhal rahi hai use bachaoge kab... Mohazzab aisi ki fitoor jaag uthi thi, bhul gaye jo qahar barsaoge kab.// Zindagi me mussal na milti ab, meri jaan aisi mautza dikhaoge kab.. Kab tak is marassim ka wasta du

read more
Mujhe masarrat na milti ab ,tu rahma barsaoge kab...
Kab tak mai tavaqqo me raho, meri deewangi aajmaoge kab.//
Darde ikhtilaaf ho gyi to kya, meri jaan laut k aaoge kab...
Aisa na ho mai fanna ho jaun fazr talasne me,meri jaan dekh muskuraoge kab..//
Tere tabbir ne sataya har waqt, jo sifar dhal rahi hai use bachaoge kab...
Mohazzab aisi ki fitoor jaag uthi thi, bhul gaye jo qahar barsaoge kab.//
Zindagi me mussal na milti ab, meri jaan aisi mautza dikhaoge kab..
Kab tak is marassim ka wasta du
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile