Find the Best Guzra Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutaaj zinda hai kal guzar jayenge shayari, jo chalay to jaan se guzar gaye lyrics, ek ladki gali se guzarti thi shayari download, ek ladki gali se guzarti thi shayari mp3, ye waqt bhi guzar jayega in hindi,
Batish Nadeem
آتا ھے یاد ان کوجب گزرا ہوا زمانہ تیمور کی وہ ضربیں اور بابر ٹھہر جانا۔ رہجاتا ھے دل تڑپکے بیچارگی کے عالم میں اپنے ہی گھر اپنا جب چھینا گیا ٹھیکانا ©Batish Nadeem #guzra zamana
#Guzra zamana
read moreAahad Ali
guzra hua waqt aankho se tapka hua ashq aur nazro se gira hua shaqs fir bapas se kabhi apna nahi hota @Aahadali #Guzra hua waqt aankho se #follow me
Tarandeep Singh
M.B.S.
Natural Morning zindagi khaak na thi khaak udaate guzri tujhse kya kahte tere paas jo aate guzri din jo guzra toh kisi yaad ki ro me guzra shaam aati toh koi khawaab dikhaate guzra
UMA IR
بارش میں کھیلتے بچوں کی طرح۔۔❤️💓💕💗💜💞 کتنا مست تھا ،دبردست تھا گزا دور جو خوشبو کی طرح۔۔ #Barish #Main #Khailty #bachon#ki #trha #kitna#mast#tha #zaberdast #tha #door #jo #guzra #khushboo #ki #trha.... Shailja S Esha Joshi MAHI Haimi Kumari Syraab
Perminder Singh
kya mila mujhe yun hi tere shahr me thahre sab log aankho se andhe the,sab kano se bahre m chilata rha,log chalte rhe m marta rha log badlte rhe is bar vapis na loti kinaro se takrakr lahre sab aankho se andhe the sab kano se bahre subah hote hote kya kahar guzra 100- sadiyo jesa ik pahr guzra pathar me tabdeel hue anek masoom chahre sab ankho se andhe the,sab kano se bahre (pinder) andhe log..
andhe log..
read moreKalpana Agarwal
Aaj phir yaad aa gaya woh guzra zamana. (Read in caption 👇) #NojotoQuote Aaj phir ek baar yaad aa gaya woh guzra zamana Aaj phir yaad aa gaya woh bachpan hamara Woh pyaari si muskaan dekhkar hi mano sabka gussa shaant ho jaya karta tha, Woh Papa ki sandal mein apne nanhe kadmo ko fit krne ki koshish aur Woh Maa ki chunniyon ko sari bnakr pehnna bada khush kar jata tha, Woh Bhaiya ki school ki kitabon mein color kar dena aur unki saari kitaabe ulat pulat kar dene mein alag hi mazaa aata tha Woh Cycle hamari thi toh choti si lekin sawariyaan badi door tak kar aate the
Aaj phir ek baar yaad aa gaya woh guzra zamana Aaj phir yaad aa gaya woh bachpan hamara Woh pyaari si muskaan dekhkar hi mano sabka gussa shaant ho jaya karta tha, Woh Papa ki sandal mein apne nanhe kadmo ko fit krne ki koshish aur Woh Maa ki chunniyon ko sari bnakr pehnna bada khush kar jata tha, Woh Bhaiya ki school ki kitabon mein color kar dena aur unki saari kitaabe ulat pulat kar dene mein alag hi mazaa aata tha Woh Cycle hamari thi toh choti si lekin sawariyaan badi door tak kar aate the
read more
About Nojoto | Team Nojoto | Contact Us
Creator Monetization | Creator Academy | Get Famous & Awards | Leaderboard
Terms & Conditions | Privacy Policy | Purchase & Payment Policy Guidelines | DMCA Policy | Directory | Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited