Find the Latest Status about tota hoon main tota hoon from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, tota hoon main tota hoon.
Nutan Pradhan
Main jaisa hoon waisa apnaoge toh achha rahega Pani ko pani samajh kar pioge toh achha rahega Main bura hoon toh hoon Mere samne bataoge toh achha rahega ©Nutan Pradhan Main bura hoon toh hoon
Main bura hoon toh hoon #Shayari
read moreAshish Goyal
Kon hoon main? Kon? Yhi ab meri pehchaan reh gyi Puchta raha ek sawal , Main har roz apni zubaan se, Gumnaam sa ho gya hoon, Is sade bazaar me bekaar sa ho gya hoon, Bhatak raha hu dar badar, Khud ki pehchaan dhund raga hoon, Kon hoon main? Kon? Bata na saka apni jine ki wajah dusro ko, Jinda reh ke bhi na kar ska bhala dusro ka, Zinda laash ban kar,tehar si gyi hai zindagi ab to, Har saans,har nasein bas meri astitv ki pehchaan krna chahti h ab to Kayar tha main aur kayar hi reh gya, Yahi zindagi mujhse kehti reh gyi, Kon hoon main? Kon? Tu shunya ki tarah duniya se takrana sikhle mere yaara Tu shero ki tarah junglon me akela rehna sikhle mere yaara Tu aag ki tarah jalna bhi sikhle, Kal tak to tu apni pehchaan chupata raha, Magar Aaj se apni pehchaan batana sikhle mere yaara!! Kon hoon main
Kon hoon main
read more