Nojoto: Largest Storytelling Platform

New kya karna picture Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about kya karna picture from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos.

    LatestPopularVideo

Ranveer

kya Karna... #Shayari

read more

Aditya

karna kya

read more

DAG89

kya karna

read more

Talha Riaz

#_Shikwa kya Karna #شاعری

read more
Logon sy kya shikwa krna login sy kya larna...
me to us he ik shakss sy apni mohabat haar aya hu😔 #_Shikwa kya Karna

@ankita

kya karna chahiye

read more

naushadshayar

Kya karna........... #mohabbatshayari

read more
Tumse mohabbat karke kya karna,
Tumse dushmani karke kya karna,
Tum mere ho mein tumhara hu,
Is duniya ko batakar kya karna,
Bs tum sath nibhana ache se,
Koi rasm nibhakar kya karna,
tum ruthe ache lagte ho,
Phir tumko manakar kya karna,
Yadain tumhari dil mei hai,
To tasveere jalakar kya karna,
Ab tut chuka ye rista,
Majburi mei chalakar kya karna,
Paresani se mera rista hai,
To gam bhulakar kya karna,
Ab tum mere dil mei ho,
Phir tumko satakar kya karna

©naushadshayar Kya karna...........


#mohabbatshayari

✍🏻✍🏻Kalam-e-Kuldeep✍🏻✍🏻

Taubaa kya karna...

read more
दिल की कहानी आंखों से 

इश्क़_से_तौबा_करनी_थी

और_इश्क़_ही_कर_बैठे Taubaa kya karna...

Raghu singh

kya shikayat karna

read more
chalo cchodo unse kya shikayat karna

wo kya jane kise kahte hai muhabbat karna kya shikayat karna

Durgesh Tiwari Payesh

Kya karna hai 2

read more
Main jaanta Hun ki har bar ki tarah is bar bhi tumhara jawab khamoshi mein rahega aur main uska mausi ko jawab samajh ke chupchap tumhara intezar karta rahunga.
Lekin main yah soch Raha Hun yah khamoshi kab tak bharKara rahegi. Shayad Tum ab dur hona chahti main kuchh nahin kar sakta Shayad vah tumhari Marji hogi meri nahin ek baat batao main jab tumhen vah kam karne ke liye bola iske liye Tum kabhi taiyar nahin thi Mera gussa tha kyunki main kabhi life mein aisi Koi chij experience hi nahin ki thi tumhara chale jana mere se dur Bina kisi vajah bataen aur Meri jindagi mein itne sare problem hai uski baat tu meri personal life mein main kabhi tumse expect nahin kiya kuchh aisi chij Mera gussa tha Jo Kiya Sabse badi galti ban gai hai aur tu sabse bada pahad Ban chuka hai Ham donon ke bich mein nahin todna chahti. Main jaanta unke har bar ki tarah Tum Khamosh raho gi mujhe samajh nahin a Raha karna kya apna aane Wala cal dekhun yah piche mudke dekhta rahun yah main kahin baith jau. Aisa mat samajhna ki main tumhen blame kar raha hun nahin nahin kar.
Shayad har bar ki tarah Tum Sahi decision le pao.  Kya karna hai 2

Aarzoo smriti

#Itna hisaab kya karna

read more
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile