Nojoto: Largest Storytelling Platform

New nayi duniya Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about nayi duniya from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, nayi duniya.

    LatestPopularVideo

Anirudh Thakur

Nayi duniya

read more
Bana li usne apni duniya nayi 
sayad hum hi galt schte h ki seher m hum h uske bus 
par suchai to y thi ki uske aashiq  the or b kai 
jo kabhi humre sath nibhane ki kasam the aj 
usne phr hogi khayi
phr ho gya wo kisi or ka or koi or kh ra h use humri tarah maahi
😂😂 Nayi duniya

Nirbhy Thakur

nayi duniya ka nya Sach

read more

aarav agrahari

Ab Khud Ke Liye Ek Nayi Duniya Banana Chahta Hu......😩 #CapableEnough

read more

chanderman

 Mubarak ho Tujhe Tere 
Nayi Duniya 
...............................
Jo Duniya kabhi hum bhi the
Chandermaan Tiwari 
#love #lovequotes #pyar

khadimali lalani

shayri Ka Khajana Meri Shayri Jalne Do Zamane Ko Chalo Ek Saath Chalte Hain, Nayi Duniya Basane Ko Chalo Ek Saath Chalte Hain, Humein Jeeva #शायरी

read more
Jalne Do Zamane Ko Chalo Ek Saath Chalte Hain,
Nayi Duniya Basane Ko Chalo Ek Saath Chalte Hain,
Humein Jeevan Ka Har Lamha Tumhare Naam Karna Hai,
Yahi Vaada Nibhane Ko Chalo Ek Saath Chalte Hain. shayri Ka Khajana Meri Shayri

Jalne Do Zamane Ko Chalo Ek Saath Chalte Hain,
Nayi Duniya Basane Ko Chalo Ek Saath Chalte Hain,
Humein Jeeva

Dear_Heart❤

Dear Heart ❤ Ek ladki hai Woh thodi si nadaan thodi si badmaash lkn hai apne bhaiyon ka mann Woh duniya se darti par Jab baat aa jaye apno #Poetry #Quotes #poem #Shayari #my_dairy

read more
Dear Heart ❤
Ek ladki hai 
Woh thodi si nadaan thodi si badmaash lkn hai apne bhaiyon ka mann  hai
Woh duniya se darti par Jab baat ho j apno ki  sab si lad jati hai 
Woh apne sapno ko is tarah hai pura karna chahti jaise koi nayi duniya banna chahti ho
Use pata hai yeh zamana hai matlabi par sab ko muskarana sikhati hai 
Baatein bade nhii choti Karti lkn us ke matlab ko gherayion mein samjha jati 
Kuch aisi hi alag andaz hai is ladki jo mein likhna chahti hoon Dear Heart ❤
Ek ladki hai 
Woh thodi si nadaan thodi si badmaash lkn hai apne bhaiyon ka mann 
Woh duniya se darti par Jab baat aa jaye apno

Shruti Aggarwal

#Mother Paron ke chaley ab fotny lagy h Maiya tere na sath honey par Ab yeh mausam BHI mujhse rothney lagy h NAA ab Woh pehle si subh aa

read more
Paron ke chaley ab fotny lagy h 
Maiya tere na sath honey par 
Ab yeh mausam BHI mujhse rothney lagy h 
NAA ab Woh pehle si subh aati h jab Tu pyaar se uthati 
Fir mujhe kahkey ki brush KR muh hath thokey Aja
Aur Tu khud nastha banati thi
Na Woh dopher h jab hum school se thakey mandey aaty thy 
Ek koney mein unhi basta tan se fenk giratey thy 
Fir sondhi si Khushboo Woh khaney ki aur glass shrbat Ka jab Tu lati thi
TV Chala cartoon ke sath bus us khaney mein. Sukoon ki ek janaant si Mano mil jati thi 
Nahin h ab Woh sham kahin jab Tu awaz
 dekhy bulati thi
Home work kya tumhara bapu karega kah KR hamey darati thi
Hum khelna aur thoda cahtey thy magar 
Teri Woh Badi Badi ankhen bahut darati thi 
Late ho Gaye toh sidat se pitnegy yeh dar for Ghar ke Ander hi khinch ke bus humko laa pata tha 
Aur fir boring SA glass Ka dudh Jo na humko bhata tha 
Yuck yuck KR usko pikey 
Fir padhney humko bithati thi fir samjha KR kuch sums maths ke
Khud kitchen ki aur Tu jati thi 
Fir masti thodi krty thy copy leke hum teeno thoda ladty thy 
Fir kadmo ki aahat se Teri ek sham KR alert ho jaty thy 
Wapas kitabey khol kr padhney ki acting tujhe dukhatey thy 
Fir homework Sara krky Woh jab hum school Ka bag lagty thy 
Itnmy mein awaz Teri khaney pr hamey bulati thi 
Dekh sabzi mein bhundi KO naak MERI thoda Chad jati thi 
Fir kha pi Kar no TV shivi 
Sidha bed pr hamey letati thi
Fir kaam kaaz sab Chor ke Sara 
Pass aa let jati thi 
Fir kuch kahani payri si apni Dadi Nani se suni hamey sunati thi
Kuch motivated krny KO kuch fer badal Tu khud KR jati thi 
Teri kissey kahanaiyon mein ek nayi duniya khayalo mein mere khul jati thi 
Soch mein pad jati thi mein aur pata Nahin neend kab aajtai thi
Yaad bahut ab Tu aati h maiyaa ab
 jab neend  pass mere Nahin aati h 
Teri bahon mein lipat KR fir SE Woh kahinya sunna Dil ki har dhadkan fir cahti h
Woh bachapan wapas kyun Nahin aajata yeh dard bahut satata h 
Fir Dekh Asmi KO usmey khokr tukhko Mene khud mein paya h 
Bus yehi cakar h samay dhaar Ka ke bachpan amu mein laut KR Aaya h 

Love u maiyaaa #Mother

Paron ke chaley ab fotny lagy h 
Maiya tere na sath honey par 
Ab yeh mausam BHI mujhse rothney lagy h 
NAA ab Woh pehle si subh aa

Vipendra Singh

माँ "MAA" By Janab RAZA SIRSVI Mout Ki Aaghosh Main Jab Thak Ke Soo Jati Hai Tab Kaheen Ja Kar 'Raza' Thora Sukoon Pati Hai Maa Fikr Main B

read more
"माँ"
एक बहुत ही ममतामयी और भावनात्मक कविता
मौ. राजा सिरसवी 
की लिखी हुई जिसको पढ़ कर आप अपने को संभाल नहीं पाएंगे । माँ "MAA" By Janab RAZA SIRSVI
Mout Ki Aaghosh Main Jab Thak Ke Soo Jati Hai
Tab Kaheen Ja Kar 'Raza' Thora Sukoon Pati Hai Maa

Fikr Main B

Ajita Bansal

ye duniya ki pahal nayi hai #Rose

read more
ye duniyaa pahal se nayi hai 

ye zindgi ki mod har disha me failti hai 
par ankho me sapne bai ny saare

vo nayi yaado ke saay mai  is umid par
baaton me ankho ki roshni hai is kadar

jeete ji hai baatom mai yu umid hoti hai
vo ankho ki kmi se ye mod kr chal chali

rihayti andhi se is tarah chal padi nayi raah 
vo roshni ki kirne jo nayi hai

parinde hai roshni kr hum 
vo raah si nyu jsh ki bayar hai

vo jeeti chalti baaton  ki nayi subh 
vo jindgi ki nayi raah ek pal ki vo jmayati hai 

vo fir se khud muskuraati hai 
is naay zammane par

©Ajita Bansal ye duniya ki pahal nayi hai
#Rose

Gaurav Sahu

nayi nayi #शायरी

read more
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile