Nojoto: Largest Storytelling Platform

New dharti par kitna pani hai Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about dharti par kitna pani hai from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, dharti par kitna pani hai.

    LatestPopularVideo

Beast Badsha OP

kon kitna, pani m hai #Shayari

read more

Awara Badal (Mansi Tiwari)

dharti par

read more
धरती पर जब - जब खतरे के बादल आते है,
तब गौर करना भगवान देवताओं के साथ डॉक्टर, पुलिस और फौजी बनकर घूमते है...
Awara Badal dharti par

Meera Rajput

kitna gehra pani #विचार

read more

Neetu

pita par kavita banjar hai sapno ki dharti #banjar #कविता

read more
banjar sapno ki dharti

chehre ki in jhuriyo ke pichhe 
kai hasin dastan hai, 
banjar sapno ki dharti 
ummido ka sukha aasman hai! 

bite vakt ka karwa saath chlta hai, 
dil me kahi ek chhota sa dard palta hai! 
khwaisho ka bojh liye zindagi me
ek -ek kar har arman jalta hai, 
bojhil sa lagta hai jivan 
har pal sabr ka imtihaan hai, 
banjar hai sapno ki dharti 
ummido ka sukha aasman hai! 
kbhi jo pariwaar ke baag ka Mali tha 
aaj uski jholi khali hai, 
n jane kaisi sabhyta hai
anpdh baap ab lagta gaali hai, 
ek vakt ki roti dena bhi 
ab to smjhte ehsan hai, 
banjar hai sapno ki dharti 
ummido ka sukha aasman hai! 

dawalt Ke nhi hai pyar ke bhukhe 
har pal apno ka rasta dekhe,
khali pat rahkar the pale 
aaj wahi dete hai dhokhe, 
khun ka rista tha jinse
wo aaj bane anjaan hai, 
banjar hai sapno ki dharti 
ummido ka sukha aasman hai!
phikr n kar sab dhal jaayega 
tera bhi aisa kal aayega, 
yaad karega bite lamhe 
kosega khud ko pchtayega, 
us vakt lagega tujhko ki
isse behatar shamshaan hai, 
banjar hai sapno ki dharti 
ummido ka sukha aasman hai!

©Neetu pita par kavita 
banjar hai sapno ki dharti

#banjar

Naresh

pani se pani par pani likhna #imissyou #शायरी

read more

Vikash Kumavat

Roti ki na baat karo,
 paani bikta h yaha
Dharti saari bik chuki,
bech rahe h aasmaa

.........         ....... #alonesoul #roti #pani #paani #insaan #dharti #aasman

Sumit nahar

PANI kagaz par #Art

read more
 PANI kagaz par

Dharmendra Unnavi ph 8299679398

Ham kabhi the aasama par aaj dharti ban Gaye hai

read more

samrat Dharmendra Maurya

Pani se Pani par Pani likhna 🥰😘 #Geetkaar

read more

Gaurav Gupta

#Yeh hai pani jo bharti hai dum## aa dekhe jara kismein kitna dum#

read more
neela neela pani hai
jeevan ka sawali hai
kisi ki kushi jhalkati hai
kisi ki kismat doobjati hai
pare hattee nhi bahaw mein tej ho jati hai
neela neela pani hai 
jeevan ka sawali hai
maujood rha kinaare pr 
pal mein samet jati hai
kisi ki dhoop mein chaao banjati hai
barasti hai jharne ki tarah rimjhim
pal bhar mein talab banjati hai
neela neela pani hai
jeevan ka sawali hai #yeh hai pani jo bharti hai dum##
aa dekhe jara kismein kitna dum#
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile