Nojoto: Largest Storytelling Platform

New chashm e Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about chashm e from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, chashm e.

    LatestPopularVideo

Z.S jaan

Chashm e nam

read more

Arshad noorchakwi

chashm-e-hind #poem

read more

Manzoor Ahmed Saqib Magsi

chashm e purnam khareed sakta hon.... #poem

read more

Top Trends In World

Wus’at-e chashm-e tar bhi dekhenge,

read more

Deepansh Mittal

chashm-e-tar means filled with tears Chashm e tar kar gye #Nojoto #Poet #Shayari #writer #hizr #rakeeb

read more
Chashm-e-tar kar gye..
Humein wo bin barsaat ke,
Palkon par tikaye hain humne..
Phool rakeeb ki khairaat ke! chashm-e-tar means filled with tears
Chashm e tar kar gye 
#nojoto #poet #shayari #writer #hizr #rakeeb

Ahmad Raza Rajaاحمدرضاراجا ۔۔۔

Rat Jagon Ki Sarak Pay , Khabon Ko Day Gi Awaz Chashm E Nam , Kab Tak ? (Ahmad Raza Raja)

read more
رَتجگوں   کی سڑک  پہ خوابوں کو
دے گی آواز  ، چشم ِ نَم ،کب تک ؟
                  شاعر :احمدرضاراجا Rat Jagon Ki Sarak Pay , Khabon Ko
Day Gi Awaz Chashm E Nam , Kab Tak ?
(Ahmad Raza Raja)

Akthari Begum

Ehtraam - respect Chashm e purnam - tearful eyes (गीली आंखें) Dariya - river (नदी) Simt - direction (दिशा) Qayaam - stay (ठहराव) #sufism #Faith #Inspiration #yqbhaijan #YourQuoteAndMine #yqlove #urduhindi_poetry #aamirshaikh

read more
Iss andaaz ke ehteraam Ko hum salaam krte hain. Ehtraam - respect 
Chashm e purnam - tearful eyes (गीली आंखें)
Dariya - river (नदी)
Simt - direction (दिशा)
Qayaam - stay (ठहराव)


#sufism

Aliem U. Khan

#Yqaliem #mausam #aitbaar #Dasht-o-sahra #pyaas #ranj #chaand #chashm-e-ghum ख़ार - thorn दश्त-ओ-सहरा - desert चश्म-ए-ग़म - eye of sorrow

read more
मिरे वजूद से लिपटा है ख़ार का मौसम,
तेरे वजूद में सिमटा बहार का मौसम।

मैं दश्त-ओ-सहरा में प्यासा फिरा किया बरसों,
और चश्म-ए-ग़म में रहा आबशार का मौसम।

इसे भी दैरो-हरम की याद आ ही गयी,
गुज़र गया तेरे ऐतबार का मौसम।

वहीं पे रोज़ निकलता है अब ये रंज का चांद,
जहां दिलों में उतरता था प्यार का मौसम।

मैं लम्हा-लम्हा तुझे याद करके भूला हूं,
था रोज़-ओ-शब मिरे दिल पर ख़ुमार का मौसम।
 #yqaliem #mausam #aitbaar #dasht-o-sahra #pyaas #ranj #chaand 
#chashm-e-ghum

ख़ार - thorn
दश्त-ओ-सहरा - desert
चश्म-ए-ग़म - eye of sorrow

@Dsp Jutt 389

Bassa Hua Tha Mery Dill Main Dard Jesa Tha Woh Ajnabi Tha Magar Ghar K Fard Jesa Tha Kabhi Woh Chashm e Tasawar Main Aks Ki Soorat Kabhi Kha #Shayari

read more
I regret Bassa Hua Tha Mery Dill Main Dard Jesa Tha
Woh Ajnabi Tha Magar Ghar K Fard Jesa Tha
Kabhi Woh Chashm e Tasawar Main Aks Ki
Soorat
Kabhi Khayal K Sheeshy Par Gard Jesa... 
 Tha Bassa Hua Tha Mery Dill Main Dard Jesa Tha
Woh Ajnabi Tha Magar Ghar K Fard Jesa Tha
Kabhi Woh Chashm e Tasawar Main Aks Ki
Soorat
Kabhi Kha

Zoya Shaik

Justoojo          Talaash Chashm-e-tar Bheegi aankhein Gam-e-hasti    Jeevan Ka dukh Band-e-gam   Dukh ka bandhan Tawaqqo         Ummid Ga #Zindagi #yqbaba #gazal #yqdidi #yqbhaijan #firstattempt #MygazalstoryA

read more
Aai zindagi tujhse naraaz hum bhi na hote
Jiski justojoo hame thi gar vo hame milte

Jo khwaab in aankhon mein sajethe unka intezaar karte
Unko haqiqat mein chashm-e-tar se tum guzarne na dete

Behad takleef thi un rahon par chalte chalte
Yun hame tum gam-e-hasti se milne na dete

Hum bhi har din har pal muskuraya karte
Kaash tune hame band-e-gam se na baandhte

Vaise tawaqqo kisise na thi siwaye tere
Lekin gam-gusar tune bahut se diye the

Ab kya shab o roz o maah o saal aai "Zoya"
Sab ek hi hai chalo muskurakar bachi zindagi jeete...



     Justoojo            Talaash
Chashm-e-tar Bheegi aankhein
Gam-e-hasti    Jeevan Ka dukh
Band-e-gam   Dukh ka bandhan
Tawaqqo         Ummid
Ga
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile