Find the Best Chakra Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about sundas malik and anjali chakra, anjali chakra and sundas malik, chakra ke bare mein bataiye, karunesh heart chakra meditation, param vir chakra information in hindi,
Shishir Rane
Swadarshan chakra part:4 Aaj isa samay charo aur hahakar macha hua hai to aise mein isa duniya mein sarvtra dukh,ashanti,.krodh,kam ityadi ino ne isa shrishti charo aur se gher liya hai to aisi duniya ko purn roop se aa parivartita karne hetu kisi ko to isa dhara par avatarit hona tha so vo divya shakti jis ki urja prapt karte hi sadaiv jeevan mein khushi aa jayegi parantu maya, ravan ne isa shrishti ko itna gher rakh hai jisse hume saidav hume kam,kroth,ankar, irshya ka aavahan hone aaramb hone lagta hai.agar purn shrishti ko isa se bachana hai to kisi dehdhari ki isa hore se pratham swayam ko bachana hai.uske liye hume vishesh urja ki ati aavshyakta hai.to isa shrishti mein hume shanti lani hai kyunki isa dhara sabse pratham shanti ko hi purn roop se ghoom ho gayi hai.to sabse pahle hum ushe apne pasa laye. Hume ab yah pata karna hai ki kya shanti apne pasa aa shakti hai? agar yah hum ne jaan liya to humare pasa khud ba khud shanti aa jayegi yah choti si baat hum ko janni hai.to shanti kahi par gayi nai hai.vo humare gale ka har thi aur vap humare hi gale ka hara banegi par uske ke liye hum ko bahut sari shanti ki avashya leni chahiye agar shanti ki yah ashim shakti ho to fhir hum jaha jayenge vaha shanti ki yah shanti ki shakti jo humare pasa hai vo hume har kary karne mein madat karegi jisse antim samay mein jab vinash ka drushya dikhega to yah shanti ki amoga shanti ki shakti hi usa samay humare kam mein aayegi.isliye shant swroop apne aapko banana hai. ©Shishir Rane #Swadarshan #chakra part:4
Shishir Rane
Swadarshan chakra:part 3 ©Shishir Rane #Swadarshan #chakra part:3
Shishir Rane
Swadarshan chakra:part 3 Dwapar yug Yah jo bhagwan ko khoz aaramb hua vo dwapar yug se aaramb hui hai. yah jo dwapar yug hai vo aisa marg hai jo sirf bhakti walon ke liye hai.jis se bhakti ke darwaje gulne aaramb hote hai.jo ek usa iswar ki khoz mein lage hai parantu une na koi bhagwan milta na uski amog shakti ya lekin kya bhagwan ki khoz karna aavas hyak hai? vashtav mein kya bhagwan ki sachai kya hai? agar yah hum aatmaon ne ne jana liya to phir yaha-vaha bathne ki jarurat hi nai. usa shakti ko manushya aatmaye yah-vah khoz karti rahi hai aur abhi tak kar rahi hai.naja ne kaha-kaha usa ko khoz karti rahi parantu kya bhagwan mila hai?manushya to khali mein hi apna kimati samay aise hi vertha jane de rahi thi. koi ne kaha-koi ne kaha hum to jo deh-dhari (manav) ko yad kar apna yah kimati samay verat gavah rahe the sirf aur sirf veh isa chalave mein the jisse jaldi koi nikal nai shakata kyun ki vo hai hi maya-ravan arthath pach vikar rupi dushman ke jal mein fhasa pad hai.manav ne hi apne dwara apna anta kar liya hai.jis se ushe koi bhi bacha na shakhe. ©Shishir Rane #Swadarshan #chakra part 3
Shishir Rane
Swadarshan Chakra part:2 Ab dekha jaye to yah padav hai vo shri ram ka kahte hai.isa mein hume yah malum hona ati aayashyak hai kyuki manushya aatma jisse shri ram samjti hai. vo vashtav mein koi aur nai bal ki nirakar parmpita parmatma shiv hi hai na ki shri ram vashtav mein shri ram hue dehdhari to koi bhagwan dehdhari janam,maran ke chakar mein nai aate ve khud hum aatmao ke ab isa janam,maran ke fhere mein fhir se janam lena nai hai. kyunki swayam nirakar shri ram hi sabhi manushya aatma inke sacche ram hai.jo na janam,punar janam mein aate aur na hi ve dehdhari ke roop mein avtarit hote hai aur nahi moha mein kisi aatma ke fashte hai. agar fhase toh iska matlab ve bhi ina dharti ke aatma ke tarah abhi tak bandan mein hai.agar voh bhi bandan mein fhash jaye to fhir hum sabhi manushya aatmaon ko bachae kon?toh isa se yahi sabita hota hai ki jo saccha bhagwan shri ram nirakar jyoti bindu swroop mein isa dhara par avatrit hua hai.ek sadharan manavi tan dwara. sabhi ka udhar karne aur sarv manushya aatmaon ko isa maya-ravan ke panje se sudhane aur hum patita aatmaon ko pawan banane liye. to puna ek baar apne ghar parmdham ja par nirakar shiv aur hum sarv aatmaon ka nivash-stan yani "paramdham" ©Shishir Rane #Swadarshan #chakra
सनातनी आरती सक्सेनाartisaxena_02
DETAILS ABOUT CHAKRA root: colour:red mantra: Lum chakra petals : 4 god ganesh 7 planets: mangal element:earth ©arti Saxena #chakra
sûmìt upãdhyåy(løvë flūtê)
Springblossoms
|| Monday embraces Crown chakra Welcoming Sapphire sky Serenity paints The canvas Of humane delights || ^_^
Kumar Vimal
Intezaar ka alam kabhi thamta nahi Yeh woh chakra hai jo kabhi rukta nahi Thak jaye tut jaye ho jaye chur Yeh woh zakhm hai jiska koi marham nahi ©Kumar Vimal #intezaar #Alam #Thamta #Chakra #Rukta #zakhm #marham #kumarvimal #waiting
वेदों की दिशा
।। ओ३म् ।। अरा इव रथनाभौ संहता यत्र नाड्यः स एषोऽन्तश्चरते बहुधा जायमानः। ओमित्येवं ध्यायथ आत्मानं स्वस्ति वः पाराय तमसः परस्तात् ॥ रथ के चक्र की नाभि में जुडे़ हुए अरों की भाँति जहाँ नाड़ियाँ एकत्रित हो जाती हैं, 'वह' ही है जो अन्तर में विचरण करता है,- 'वही' बहुविध रूप में जन्म लेता है। 'आत्मा' का 'ओम्', के रूप में ध्यान करो, तथा अन्धतमस् से परे उस पार जाने का तुम्हारा मार्ग मंगलमय (स्वस्ति) हो। Where the nerves are brought close together like the spokes in the nave of a chariot-wheel, this is He that moves within, -there is He manifoldly born. Meditate on the Self as OM and happy be your passage to the other shore beyond the darkness. ( मुण्डकोपनिषद् २.२.६ ) #मुण्डकोपनिषद् #upnishad #चक्र #chakra #आत्मा #soul #ईश्वर #परमात्म
Sushil Kumar Gochhayat
Favourite character: O' Krishna, you are my favourite character. You are the real matinee idol And