Nojoto: Largest Storytelling Platform

New ismaila sarr Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about ismaila sarr from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, ismaila sarr.

Stories related to ismaila sarr

    LatestPopularVideo

Varun Khare

Do Sarr #poem

read more
In friendship  Do Sarr , 
Do Anguthey .

Sham ki Dehri Par ,
Maafi Ki ,Lipi Lagi .

Aamney Samney ,
Khidki Par ,
Chumbak Chipkey .

Saavan Ke Gosth ,
Tukdey Phasey Hai .

Girey Padey Hai ,
Liblibatey Daat ,
Husn Ke Atey Hai .

Do Sarr Dehri Par ,
Sath Padey Hai . Do Sarr

Shehzad Haider

dard-e-sarr

read more

Keshav pandit

#sarr#jindgi_kaa By-keshavpandit

read more
 ##sarr##jindgi_kaa
By-keshavpandit

Aftab Aariz

Aakhirash!!! Toot giri sarr pe latakti talwaar Aaj se tery bichar jany ka darr khatm hua #Poetry

read more

vikku patel

Badshah ki gali mein aake uska pata nahi poochte ... ghulamo ke jhuke hue sarr khud ba khud raasta bata dete hai....😎

read more
 Badshah ki gali mein aake uska pata nahi poochte ... ghulamo ke jhuke hue sarr khud ba khud raasta bata dete hai....😎

Lyrics Wala

Wakt rehte dooriyan bana lo warna hoti sarr khapayi hai 💔💔🖤 Insta @lyricswala #writersofinstagram #instawriters #aestheticthoughts #alone #Strong #yqdidi #yqpoetry

read more
...  Wakt rehte dooriyan bana lo warna hoti sarr khapayi hai 💔💔🖤

Insta @lyricswala

#writersofinstagram #instawriters #aestheticthoughts #alone

Muazzam Noor

آ کر جو ٹھہر جاۓ وہی شام نہیں ہے ہاتھوں میں میرے وقت کی لگام نہیں ہے اینٹوں اور پتھروں سے سجایا گیا تھا جو وہ گھر تو ہے مگر وہ میرے نام ن

read more

ayu♥️

jab har subah alarm clock ki jagah maa ki daat SE jaga karte the aur 5 min bol Kar phir so Jaya karte the uss 5 min mein jannat ka sukoon kh

read more
 jab har subah alarm clock ki jagah maa ki daat SE jaga karte the
aur 5 min bol Kar phir so Jaya karte the
uss 5 min mein jannat ka sukoon kh

Amitesh Anand

Pakriti se pyaar insaano ki terah hamesa k liye udaas nhi chor jaati Badal k garjan ki awaj pehle to ek sihran chor jaati thi, Uske baad u #Smile #amiteshanandshares #amiteshanandwrites

read more
Wo  hamesa k liye udaas nhi chor jaaya krti


Badal k garjan ki awaj pehle to ek sihran chor jaati thi,
Uske baad umang ki thandi hawa darr ko shant krne aati thi,
Homework complete krne ka tension v nhi liya krta tha,
Uss wakt barish ki taiyari me mai kapde khol diya krta tha.

Didi ko v mana k hum dono daur k chhat pe jaate the,
Sabse pehle chhat se nikalne wale nailinko band kiya krte the,
Kaale badlon ki our dekh kr use apne chhat pe aane ka nevta,
Hum haath utha kr khule dil se diya krte the.

Kuch aur garjanon k baad wo badal firse dara nhi paate the,
Shayad hume darane k liye wo abb koi aur tareeka apnate the,
Pehli moti boond jbb haath prr utne dur se aakr girti thi,
Apni peeth ko uss thande laave se bachane ki sangarsh shuru hoti thi.

Wo darr to aur v jldi hi chu-mantar ho jaata tha,
Wajandaar boonde jldi hi sarr se dhal kr peeth thanda krr jaati thi,
Fir kahan koi darr teesri dafa darane ki kosish krta,
Bheenge badan se mai khudko mann k sampurn anand k ehsaas me paata tha.

Jbb pure chhat me paani bhar jaaya krta tha,
Barati naach ka keeda v shayad wahi se mere andr upja tha,
Swimming ki acting krna v yaad hai acche se,
Kyuki Barish k baad ghutne me chilne ka daag v aa jaata tha.

Gharwale v utne der chai pakadon ka maza lete rehte the,
Kuch wakt k liye wo v humdono ko lekr nischint ho jaate the,
Barish band hone ke intezaar wo beshabri se kiya krte the,
Kyuki bacchon ko shardi se bachane ka kaam bade hi kiye krte the.

Aahista aahista barish tham jaaya krti thi,
Na to ghadi dekhne ki samajh thiz
Na hi wakt k sath uske band jo jaane ka andaaz,
Shayad isiliye barish band hone k baad chor jaata tha wo mujhe udaas.

Usi garjan k sath barish baar baar aaya krti thi,
Pure bachpan wo mann ko aanandit krr jaaya krtti thi,
Kaas uss wakt mujhme itni samajh aa jaati,
Ki prakriti se pyaar insaano ki terah hamesa k liye udaas nhi chor jaati.

©Amitesh Anand Pakriti se pyaar insaano ki terah hamesa k liye udaas nhi chor jaati


Badal k garjan ki awaj pehle to ek sihran chor jaati thi,
Uske baad u

Divyanshi Bairwa....

For better reading ❤️👇 ********************* ना तुम मुझे जानते हो, और ना ही मै तुम्हे। ना देखा है हमने कभी तुमको और ना ही तुमने हमें। पर आज,

read more
ना तुम मुझे जानते हो,
और ना ही मै तुम्हे।
ना देखा है हमने कभी तुमको और ना ही तुमने हमें।
पर आज, बहुत कुछ कहना है मेरी जान,(×2)
तुम जहां भी हो ना बस रखना अपना ध्यान।
रखना अपना ध्यान तब तक,जब तक हम मिल नही जाते,
महफूज रखना अपने आप को जब तक 
मै और तुम मिलकर हम नही हो जाते।
ख्वाहिशें हैं कुछ मेरी,कुछ ख्वाब सजा कर बैठे हैं,(×2)
हाँ समझ लो शायद थोड़े पागल ही है।
जो तुम्हारे मिलने से पहले ही तुमसे दिल लगा कर बैठे है,
जब तुम आओ थकेहारे काम से, तो हम तुम्हे 
अपनी बाहों में पनाह दें,
गोद में सर हो तुम्हारा और हम बालों को सहला दें।
फिर अगली सुबह,हर रोज़ चाय की प्याली संग
खड़े हो सामने,
और एक मुस्कान से ही बिना कहे बहुत कुछ बता दें।(×2)
ना शिकवा हो कोई ना शिकायतें होंगी ,
बस तुम मै और वो चांदनी रातें होंगी।
साथ मिलकर लिखेंगे हम अपनी प्रेम कहानी,
फिर मशहूर इस जहान में हमारी हिकायतें होंगी।
बस कुछ इतने से ख्वाब हैं यार,
ये जिंदगी बेजार है फिलहाल,
तुम आओ तो,मिलकर फिर पूरे हो जाएं।
कुछ गम हमारे कुछ गम तुम्हारे बांटना,
जो मिलेंगे ये भी तो खत्म हो जाएं।

- Your unknown Better half❤️ For better reading ❤️👇
*********************
ना तुम मुझे जानते हो,
और ना ही मै तुम्हे।
ना देखा है हमने कभी तुमको और ना ही तुमने हमें।
पर आज,
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile